Zindagi Maut Na Ban Jaye Lyrics Sarfarosh - Roop Kumar Rathod, Sonu Nigam
Zindagi Maut Na Ban Jaye Lyrics Sarfarosh - Roop Kumar Rathod, Sonu Nigam
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Kho raha chaain-o-aman Kho raha chaain-o-aman Aa, mushkilon mein hai watan Mushkilon mein hai watan Sarfaroshi ki shamaa dil mein jalaa lo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Kho raha chaain-o-aman Kho raha chaain-o-aman Aa, mushkilon mein hai watan Mushkilon mein hai watan Sarfaroshi ki shamaa Dil mein jalaa lo yaaron, yaaron..yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron…
Ek taraf pyaar hai, chaahat hai, wafadari hai Ek taraf desh mein, desh mein Ek taraf desh mein, dhoka hai, gaddari hai Bastiyaan saahmi hui, saahmaa chaman saara hai Gam mein kyoon dooba hua aaj sabh nazara hai Aag pani ki jaga abh jo barsayege Leh lahate huey sabh khet jhulas jaayenge, Jaayenge jaayenge Kho raha chaain-o-aman Kho raha chaain-o-aman Aa, mushkilon mein hai watan Mushkilon mein hai watan Sarfaroshi ki shamaa dil mein jalaa lo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Haan, kho raha chaain-o-aman Kho raha chaain-o-aman Haan, mushkilon mein hai watan Mushkilon mein hai watan Sarfaroshi ki shamaa dil mein jalaa lo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron…
Chand sikko ke liye, tum na karo kaam bura Na karo kaam bura, na karo kaam bura Na karo kaam bura Na karo kaam bura Har burayi ka sadaa, hota hai anjaam bura Har burayi ka hai bas, Anjaam bura, anjaam bura Anjaam bura, anjaam bura Anjaam bura, anjaam bura Jurm waalon ki kahan, Umar badi hai yaaron..yaaron In ki raahon mein sadaa, Maut khadi hai yaaron..yaaron
Zulm karne se sadaa, zulm hi haasil hoga Jo na sach baat kahey, woh koi buzdil hoga Sarfaroshon ne lahoo de ke jise seencha hai Aise gulshan ko ujad ne se bachaalo yaaron Sarfaroshi ki shamaa Dil mein jalaa lo yaaron, yaaron..yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Kho raha chain-o-amar Kho raha chaain-o-aman Mushkilon mein hai watan Mushkilon mein hai watan Sarfaroshi ki shamaa Dil mein jalaa lo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron…