Zindagi Lekar Hatheli Par Lyrics Heera-Moti - Dilraj Kaur, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Zindagi Lekar Hatheli Par Lyrics Heera-Moti - Dilraj Kaur, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Heera-Moti
Singers: Dilraj Kaur, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists: Ahmed Wasi
Music Composer: Omkar Prasad Nayyar
Music Director: Omkar Prasad Nayyar
Music Label: Saregama
Starring: Shatrughan Sinha, Reena Roy, Danny Denzongpa
Release on: null
lyrics
Aji tum mere najdik ho Ab dhadkano ki khair ho Julf mein uljha hai dil ab Uljhano ki khair ho Dusmano ke sath kitne Pyar se baithe ho tum Ye dua hai aaj mere Dusmano ki khair ho Aji dekhte hai khubsurat Pyar ki taswir ko Aaj dete hai dua hum Apni hi takdir ko Teer khana ka maja hai Aap hi ke hath se Haske rokenge jigar par Aapke har teer ko Haske rokenge jigar par Aapke har teer ko
Zindagi zindagi lekar hatheli par Deewane aa gaye Zindagi lekar hatheli par Deewane aa gaye Aji teer khane ke liye Ban kar nishane aa gaye Teer khane ke liye ban kar Nishane aa gaye Yun to majnu ko mare kafi Jamana ho gaya Kafi jamana ho gaya Kafi jamana ho gaya Jaan dena pyar mein Kissa purana ho gaya Kissa purana ho gaya Kissa purana ho gaya Muskurana dil ke mitne ka Bahana ho gaya Jal julfo ka bichha to Kaid khana ho gaya Jal julfo ka bichha to Kaid khana ho gaya Laut kar, laut kar fir kaid mein Kaidi purane aa gaye Laut kar fir kaid mein Kaidi purane aa gaye Khair ho mahfil ki mahfil mein Deewane aa gaye Khair ho mahfil ki mahfil mein Deewane aa gaye
Aapne dekha hame aur Dil nishana ho gaya Aji dil nishana ho gaya Aji dil nishana ho gaya Aaj deewano ke marne ka Bahana ho gaya Aji hai bahana ho gaya Aji hai bahana ho gaya Aji aap kahti hai kissa wo Purana hai gaya Aaj fir jinda wo majnu ka Fasana ho gaya Dekhiye hum aapko Laila banane aa gaye Dekhiye hum aapko Laila banane aa gaye Teer khane ke liye ban kar Nishane aa gaye Teer khane ke liye ban kar Nishane aa gaye
Ye mere payal nahi hai Jindagi ka saaz hai Jindagi ka saaz hai Jindagi ka saaz hai Jo mere dil me chupi hai Ye wahi aawaz hai Ye wahi aawaz hai Aji ye wahi aawaz hai Kaun jane mere dil pe Aaj kaisa raj hai Aag ko shola banana Husn ka andaz hai Aag ko shola banana Husn ka andaz hai Aap kyu hoye Aap kyu is aag mein Daman jalane aa gaye Aap kyu is aag mein Daman jalane aa gaye Khair ho mahfil ki mahfil mein Deewane aa gaye Khair ho mahfil ki mahfil mein Deewane aa gaye
Teri payal ki khanak mein Maut ki aawaz hai Aji maut ki aawaz hai Aji maut ki aawaz hai Do ghadi ka geet hai Ye do ghadi ka saz hai Aji do ghadi ka saaz hai Aji do ghadi ka saaz hai Apna daman to jalana Ishk ka andaz hai Ye wahi samjhenge jinko Apne dil pe naaz hai Ye wahi samjhenge jinko Apne dil pe naaz hai Naaz wale haye Naaz wale aaj apna Dil jalane aa gaye Naaz wale aaj apna Dil jalane aa gaye Teer khane ke liye ban kar Nishane aa gaye Teer khane ke liye ban kar Nishane aa gaye.