Zameen Hash Rahi Hain Lyrics Jeena Marna Tere Sang - Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva
Zameen Hash Rahi Hain Lyrics Jeena Marna Tere Sang - Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Zameen hash rahi hain, Falak ro raha hain Mohabbat mein Yeh kya sitam ho raha hain
Tune zamane yeh kya kar diya, Lau se diye ko juda kar diya Thukaraya tune agar aasman, Jayenge phir yeh sitare kahan Tune zamane yeh kya kar diya, Lau se diye ko juda kar diya Thukaraya tune agar aasman, Jayenge phir yeh sitare kahan Tune zamane yeh kya kar diya, Lau se diye ko juda kar diya
Kya hain zaalim sansar Teraa pane ko pyaar Main toh takadir se Bhi ladunga sanam Dil tod ke tu gayi chhod ke, Toh bata phir main Kaise jiyunga sanam Kya jane tu kitani tuti hoon main, Tujhse nahin khud se ruthi hoon main Tune zamane yeh kya kar diya, Lau se diye ko juda kar diya
Na toh teri khata na to meri khata Do dilon mein Padi duriya hain sanam Kuchh hain teri aur kuchh hain Meri ham dono ki Majaburiya hain sanam Sagar se jaise kinare juda hamse Huye hain hamare juda Tune zamane yeh kya kar diya, Lau se diye ko juda kar diya Thukaraya tune agar aasman, Jayenge phir yeh sitare kahan Tune zamane yeh kya kar diya, Lau se diye ko juda kar diya.