Zamane Mein Koi Hamara Nahi Lyrics Farishta - Kishore Kumar
Zamane Mein Koi Hamara Nahi Lyrics Farishta - Kishore Kumar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Zamane mein koi hamara nahi Kisi ka bhi hamko sahara nahi Zamane mein koi Zamane mein koi hamara nahi Kisi ka bhi hamko sahara nahi
Nasibo ke kale sawere to hai Garibo ke ghar mein andhere to hai Nasibo ke kale sawere to hai Garibo ke ghar mein andhere to hai Koi chand koi sitara nahi Kisi ka bhi hamko sahara nahi
Sabhi ke liye ek duniya hai ye Hamare liye gum ka dariya hai ye Sabhi ke liye ek duniya hai ye Hamare liye gum ka dariya hai ye Bhawar hi bhawar hai ye kinara nahi Kisi ka bhi hamko sahara nahi
Kahi se kisi ne na aawaz di Rahe chup khuda aur bhagwan bhi Kahi se kisi ne na aawaz di Rahe chup khuda aur bhagwan bhi Bhagwan bhi Kise hamne jakar pukara nahi Kisi ka bhi hamko sahara nahi Sahara nahi sahara nahi.