Zamana Kaisa Lyrics Sitapur Ki Geeta - Mahendra Kapoor
Zamana Kaisa Lyrics Sitapur Ki Geeta - Mahendra Kapoor
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Sitapur Ki Geeta
Singers: Mahendra Kapoor
Song Lyricists: Verma Malik
Music Composer: Master Sonik, Om Prakash Sharma
Music Director: Master Sonik, Om Prakash Sharma
Music Label: T-Series
Starring: Hema Malini, Rajesh Khanna, Rajan Sippy, Pran, Shoma Anand, Amjad Khan, Chandrashekhar
Release on: 8th May, 1987
lyrics
Yaha sab jhagde roti ke hain Raha pyar na koi arana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Ise azma ke dekha hain Thok baja ke dekha Ho raha pyar na koi arana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Ise azma ke dekha hain Thok baja ke dekha
Chahe resmi shal odhle Chahe bandh langoti Jeene ke liye chahiye re bhaiya Do waqt ki roti Phir kyu chandi sona ikatha Karke bhare khajana Do roti hi khani hain Koi sona to nahi khana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana
Amir ka bas jo chale Garib ko to jeene bhi na de Roti ki to baat chhod do Pani bhi peene na de Dhokhe fareb se lute garib ko Daulat ka deewana Pani ko piye chan chan ke Khun piye anchhana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana
Jis majdoor ki mehnat se Bante hain mahal chobare Wahi bechara sadak Kinare apni raat gujare Garib pe daulat mando ne Aur kitna julm hain dhana Jiske pasine se bangle bane Nahin uska koi thikana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana
Jinke dil mein pap bhara hain Inki niyat khoti Sab saulat mand chhin rahe hain Dekho garib ki roti Roti ke jhagde se Ujade basta hua gharana Beti ma se beta bap Se ho jaye begana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana
Pooja path aur dan kare Bante hain din dayalu Din ko jitne sardhalu hain Rat ko utne chalu Is kamre mein bana hain mandir Usme ha imaykhana Idhar parbhu ko bhog lagaye Udhar bhare paymana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Ise azma ke dekha hain Thok baja ke dekha Ho raha pyar na koi arana
Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Ise azma ke dekha hain Thok baja ke dekha Ho raha pyar na koi arana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana.