Zamana Hare Note Ka Lyrics The Gold Medal - Mahendra Kapoor
Zamana Hare Note Ka Lyrics The Gold Medal - Mahendra Kapoor
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: The Gold Medal
Singers: Mahendra Kapoor
Song Lyricists: Verma Malik
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Polydor
Starring: Jeetendra, Rakhee, Shatrughan Sinha, Bindu, David, Malti, Dharmendra
Release on: null
lyrics
Pooja patha aur katha kirtan Izzat shan hai paisa Are sach pucho to is yug ka Ab bhagwan hai paisa Zamana hare note Ka milawat aur khot ka Leadari aur vote ka Are man chahe na man Kabhi sath nahi milkar rahte Paisa aur iman Zamana hare note Ka milawat aur khot ka Leadari aur vote ka Batau tujhe totka
Maa bhi paisa are bahan bhi paisa To bap bhi mita paisa hai Paise paise par marte hai Haye zamana kaisa hai Paise ki is duniya mein Kabhi sath nahi milkar rahte Paisa aur iman Zamana hare note Ka milawat aur khot ka Leadari aur vote ka Batau tujhe totka
Kahi banalo are Mahal chobare mandar Bina diye ek bhau jhopdi dalo Are ho jaoge andar Bana jamanat ban Jaoge sarkari mehman Zamana hare note Ka milawat aur khot ka Leadari aur vote ka Batau tujhe totka
Ot dharam ki bhai lekar dekho Are dharam sthan banaye Income pe wo bhai tax bachaye Aur chadawe khaye Us bhagwan ka ghar bhi dekho Bana hai aaj dukan Kabhi sath nahi milkar rahte Paisa aur iman Zamana hare note Ka milawat aur khot ka Leadari aur vote ka Batau tujhe totka
Kitna hai bhai andher yaha pe Are kitna yaha pe dhokha hai Kisi ka kutta bhai cake hai khata Kisi ka bacha bukha hai Jis desh ke bache bukhe ho Uska bukha bhagwan Kabhi sath nahi milkar rahte Paisa aur iman Zamana hare note Ka milawat aur khot ka Leadari aur vote ka Batau tujhe totka Are man chahe na man Kabhi sath nahi milkar rahte Paisa aur iman Zamana hare note Ka milawat aur khot ka Leadari aur vote ka Batau tujhe totka.