Yun To Nazar Baaz Toone Lyrics Naam Kya Hai - Kumar Sanu, Sushma Shrestha (Poornima)
Yun To Nazar Baaz Toone Lyrics Naam Kya Hai - Kumar Sanu, Sushma Shrestha (Poornima)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Yun to nazar baaz toone Ki hain nazar baaziya Mujhse bhi nazare millo Dekha mera bhi samma
Yun to nazar baaz toone Ki hain nazar baaziya Mujhse bhi nazare millo Dekha mera bhi samma Sada sa rang hain Sada da roop hain Kaajal mein rang heena Par ye kalayi dekho na Kangana bina hi khanke Mathe ki chandani sajana Bindiya bina hi chamake
Ye to sahi hain ki maine Ki hain maine nazar baaziya Par tujhse nazare millake Dekha ajab hi samma Kehene ke liye sada sa roop hain Kaajal ne range heena Par ye kalayi dekho na Kangana bina hi khanke Ho mathe ki chandani meri jaa Bindiya bina hi chamake
Ye sab to hain par sun lo sanam Mujh par to hain dil harzaro kaam Ye sab to hain par sun lo sanam Mujh par to hain dil harzaro kaam Lekin tujhi par marti hoon main Sab khel hain ye sitaaron ka Muqadaar se tu mili hain mujhe Yunhi chhod dun main kaise tumhe Main bhi ajeeb hoon khusnaseeb hoon Paaya tujhe jaane jaa Tabi to kalayi dekho na Kangana bina hi khanke Mathe ki chandani sajana Bindiya bina hi chamake
Maano agar tum jaane jahaan To aaj se main tumhara hoon Maano agar tum jaane jahaan To aaj se main tumhara hoon Jyaada nahi kam kam hi sahi Main bhi magar tumko pyara hoon Main aisi lagu ke waisi lagu Zara sach kaho main kaisi lagu Sada da rang hain sada sa roop hain Kaajal na range heena Par ye kalayi dekho na Kangana bina hi khanke Mathe ki chandani meri jaa Bindiya bina hi chamake
Yun to nazar baaz toone Ki hain nazar baaziya Par tujhse nazare millake Dekha ajab hi samma Phir bhi kalayi dekho na Kangana bina hi khanke Mathe ki chandani sajana Bindiya bina hi chamake Mathe ki chandani meri jaa Bindiya bina hi chamake.