Yeh Thandi Hawayen Lyrics Prem Nagar Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Prem Nagar
Singers: Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Sachin Dev Burman
Music Director: Sachin Dev Burman
Music Label: Saregama
Starring: Rajesh Khanna, Hema Malini, Prem Chopra, Asrani
Release on: 24th May, 1974
lyrics
Hurray ho hurray ho Hurray ho hurray ho Damwa baru re Aayo re Hurray ho hurray ho Hurray ho hurray ho He thandi hawaaon ne gori ka ghoonghat utha diya He kaali ghataaon ne sajan ko natkhat bana diya He thandi hawaaon ne gori ka ghoonghat utha diya He kaali ghataaon ne sajan ko natkhat bana diya Nagar nagar dagar dagar panghat bana diya Gori ka ghoonghat utha diya He thandi hawaaon ne gori ka ghoonghat utha diya
Hurray ho hurray ho Hurray ho hurray ho Ho barkha bahaar barkhaa bahaar Barkhaa bahaar aayi barkha bahaar Jaane kis girdhar ne likkhi koi chiiti piya ke des mein Aayi purwaayi leke pardesi preetam ka sandesh re Baadal ne baadal ne Baadal ne usko kaajal laga diya Gori ka ghoonghat utha diya Damwa baru ru he Aayo re
Rimjhim phuhar rimjhim phuhaar Rimjhim phuraar pade rimjhim phuhaar Teri nazar sabpe tujhe sabki khabar Par ye pata hai ke nahin Maine jo saawan se kaha Chupke se wo tune suna hai ke nahin Saawan se saawan se Saawan se pahle man ne bata diya Saajan ko natkhat banaa diya
Main baawri main baawri Main baawri huyi main baawri Ui dar gayi bijli se tujhe choo liya maine Ye badi bhool huyi Ek hi din ek hi pal ek hi jhonke me Kali phool huyi Shabnam ko shabnam ko Shabnam ko dhoop ne Shola bana diya Saajan ko natkhat bana diya Nagar nagar dagar dagar panghat bana diya Gori ka ghoonghat utha diya Sajan ko natkhat bana diya Gori ka ghooghat utha diya Sajan ko natkhat bana diya Gori ka ghooghat utha diya Sajan ko natkhat bana diya Gori ka ghooghat utha diya Sajan ko natkhat bana diya Gori ka ghooghat utha diya.