Yeh Meri Sasural Hai Lyrics Mehndi - Binda Thackarey, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)
Yeh Meri Sasural Hai Lyrics Mehndi - Binda Thackarey, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Waise toh kahene ko hai Meri raam kahaani Par har ek ladki ko lagegi Yeh jaani pahechaani
Dekho ji dekho yeh meri sasural hai Ye teri sasural hai Dekho ji dekho yeh meri sasural hai Ye teri sasural hai Kahete hai log ke daal mein hai kaala Kahete hai log ke daal mein hai kaala Lekin yahaan toh poora gotala Saari ki saari kaali ye daal hai Dekho ji dekho yeh meri sasural hai Ye teri sasural hai Dekho ji dekho yeh meri sasural hai Ye teri sasural hai
Are ladke ki shaadi mein bhanda paaye Kare hungama kare hungama Dheere dheere hota shuru unka Asli drama asli drama Ghar mein dulhan jab aati hai Kitane sagun manate hai Pahele phoolo ki baarish kare Phir ye bijali giraate hai Phir ye bijali giraate hai Kisse bahu ke maar Dharti hai har dam bete ke daan Ghar ko bana lete hai ye Ik mahabharat ka maidaan
Haay sasuraal haay haay sasuraal Haay sasuraal haay haay sasuraal Yahaan par milta hai sada huaa maal Haay sasuraal haay haay sasuraal Are karte hai ladki ka jeena munhaal Haay sasuraal haay haay sasuraal
Ye khote karm hai karte Nahin bhagwaan se darte Haay sasuraal haay haay sasuraal Haay sasuraal haay haay sasuraal
Ho baari barsi khatan gaya si Khat ke leyandi ghaas Khat ke leyandi ghaas Baari barsi khatan gaya si Khat ke leyandi ghaas Kitna changa hota maa banti saans Ke main jooth boliya koina Ke main kafur koliya koina Deke main zaher goliyaan Koina bhai koina bhai koina Balle balle balle balle
Jab jab sto fate koi toh Sirf bahu kyun jalti hai Sirf bahu kyun jalti hai Dariya yaa kue mein dubke Saans nanad nahin marti hai Bolo kyun nahin marti hai Paise ke khaatir iske maa baap Ko kosa jaata hai Ye hai cheez paraai ispe Koi taras nahin khata hai
Lagta hai ke Lagta hai ke Bahu sabd mein hi shayd koi galti hai Bahu sabd mein galti hai Bahu sabd mein galti hai
Unko na chhodungi jinki ye chaal hai Ye meri sasuraal hai ye teri sasuraal hai Ye meri sasuraal hai
Ho saath vachan ka baandh ke bandhan Main bhi ek din aayi thi In ki seva dharm hai mera Ye siksha main laayi thi Magar ye nanad saas dekho Ye kaikai aur manthara hai Sasur bhi nahin rati bhar Yeh duryodhan ki tarah hai Bete ki jaan bachane ko Bahu ka daav lagate hai Inhe ye khabar nahin ke Ye kitane paap kamate hai
Kahet kabir suno bhai saadhu Kahet kabir suno bhai saadhu Karni ka phal paayega Boya ped babul ka phir Aam kahan se khayega Aam kahan se khayega
Haath utha kar upar wale se Maangu main yahin duaan Aisa kisi ke saath nahin ho Jaisa iske saath hua
Suno naariyon julm na sahena Yaad rahe mera sandesh Agar zaroorat pad jaaye toh Agar zaroorat pad jaaye toh Dhar lena chandi ka bhesh Mujhko sataye ab kiski majaal hai Ye mere sasuraal hai ye tere sasuraal hai Dekho ji dekho ye mere sasuraal hai Ye tere sasuraal hai Kahete hai log ke daal mein hai kaala Kahete hai log ke daal mein hai kaala Lekin yahaan toh poora gotala Saari ki saari hi kaali ye daal hai Yeh meri sasural hai Ye teri sasural hai.