Yeh Kya Kar Dala Tune Lyrics Howrah Bridge - Asha Bhosle
Yeh Kya Kar Dala Tune Lyrics Howrah Bridge - Asha Bhosle
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Ye kya kar dala tu ne Dil tera ho gaya Hansi hansi mein Zaalim dil mera kho gaya Ye kya kar dala tu ne Dil tera ho gaya Hansi hansi mein zaalim Dil mera kho gaya
Wo khel dikhaya tu ne Madhosh banaaya tu ne Wo khel dikhaya tu ne Madhosh banaaya tu ne O jaadugar matwale Bechhain banaaya tu ne O jaadugar matwale Bechhain banaaya tu ne Tu ne re piya kaisa diya Nazaron kaa paimaana Ye kya kar dala tu ne Dil tera ho gaya Hansi hansi mein Zaalim dil mera kho gaya Ye kya kar dala tu ne Dil tera ho gaya Hansi hansi mein zaalim Dil mera kho gaya
Jab aankh mile sharmaaun Main khoyi khoyi jaaun Jab aankh mile sharmaaun Main khoyi khoyi jaaun Aankhon ki kaliyaan kaampe Jab saamane tujh ko paaun Aankhon ki kaliyaan kaampe Jab saamane tujh ko paaun Sun mere dil sapanon mein Mil dard hua deewana Ye kya kar dala tu ne Dil tera ho gaya Hansi hansi mein zaalim Dil mera kho gaya Ye kya kar dala tu ne Dil tera ho gaya Hansi hansi mein zaalim Dil mera kho gaya
Pahale tha zamaana phika Ab laage thikha thikha Pahale tha zamaana phika Ab laage thikha thikha Mausam ka dil bhi dhadake Kuchh haal na puchho jee ka Mausam ka dil bhi dhadake Kuchh haal na puchho jee ka Main bhi yahan tu bhi yaha Pyaar se pyaar sajaana Ye kya kar dala tu ne Dil tera ho gaya Hansi hansi mein zaalim Dil mera kho gaya Ye kya kar dala tu ne Dil tera ho gaya Hansi hansi mein zaalim Dil mera kho gaya.