Yeh Kaun Chala Lyrics Dard - Uma Devi Khatri (Tun tun)
Yeh Kaun Chala Lyrics Dard - Uma Devi Khatri (Tun tun)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Yeh kaun chala, Yeh kaun chala Yeh kaun chala haaye Yeh kaun chala Yeh kaun chala haaye Yeh kaun chala Meri aankhon mein sama kar Meri rag-rag mein sama kar Ye kaun chala
Dil toot raha hai Mera ji chhoot raha hai Dil toot raha hai Mera ji chhoot raha hai Aise bhi na jaaye Koi majboor bana kar Aise bhi na jaaye Koi majboor bana kar Meri aankhon mein sama kar Meri rag-rag mein sama kar Ye kaun chala Ye kaun chala haaye Ye kaun chala
Jaag ae gham-e-furaqat Looti jaati hai musarat Looti jaati hai musarat Jaag ae gham-e-furaqat Looti jaati hai musarat Soi hui masoom Tamanna ko jaga kar Soi hui masoom Tamanna ko jaga kar Meri aankhon mein sama kar Meri rag-rag mein sama kar Ye kaun chala Ye kaun chala haaye Ye kaun chala
Jane ye hawayen yahan Kab laut ke aaye Yahan kab laut ke aaye Jane ye hawayen yahan Kab laut ke aaye Yahan kab laut ke aayen Chal di meri kashti ko Yun toofan mein phansa kar Meri aankhon mein sama kar Meri rag-rag mein sama kar Ye kaun chala Ye kaun chala haaye Ye kaun chala.