Yeh Dharti Tumhari Lyrics Ganwaar - Mahendra Kapoor
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Ganwaar
Singers: Mahendra Kapoor
Song Lyricists: Rajendra Krishan
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Music Label: Saregama
Starring: Rajendra Kumar, Vyjayanthimala, Pran
Release on: 1st January, 1970
lyrics
Aye kisano yeh dharti Tumhari hai maa Zindagi mein koi maa se Pyara nahi Meri aawaz sunlo Mere saathiyo Phir na kahena ke Tumko pukara nahi Aao mere saathiyo Aao re saathi Aao re bandhu
Woh kon hai jo maa ki tarah Naaz uthae Palko pe bithae De de ke apna lahoo Faslo ko ugae Kheto ko hasaye Yeh hi dharti Yeh hi dharti Woh kon hai jo maa ki tarah Naaz uthae Palko pe bithae De de ke apna lahoo Faslo ko ugae Kheto ko hasaye Yeh hi dharti Yeh hi dharti Yeh hi dharti Yeh hi dharti
Itna bada sansaar kaho Khaaye kahan se Jeene ke yeh saaman Bhala aaye kahan se Insaan yeh moti ye heere Ye zawahar paaye hai Mehnat se magar Aaye kahan se Woh kon hai jo khush Ho ke dhan apna lootaye Kuch bhi na chhupaye Yeh hi dharti Yeh hi dharti Woh kon hai jo maa ki tarah Naaz uthae Palko pe bithae Yeh hi dharti Yeh hi dharti
Garmi ho ya sardi Kabhi hoti nahi bekal Chuup chap saha karti hai Barsaat ka jal thal Khud mit ke ise aata hai Auro ko banana Kuch bhi na kahe chhati Pe din raat chale hal Bhooka to utahye Kabhi bhooka na sulaye Paapo se bachaye Yeh hi dharti Yeh hi dharti Woh kon hai jo maa ki tarah Naaz uthae Palko pe bithae Yeh hi dharti Yeh hi dharti
Dharti ki isi dhool mein Hai jeevan sabhi ka Deti hai ye paigam Zamane ko khusi ka Chandan ko jo sarmaye Yeh hi to hai wo maati Is maati se maathe pe Lagate chalo teeka Wo kao hai aakash jo chumne aaye Seene se lagaye Yeh hi dharti Yeh hi dharti Woh kon hai jo maa ki tarah Naaz uthae Palko pe bithae De de ke apna lahoo Faslo ko ugae Kheto ko hasaye Yeh hi dharti Yeh hi dharti Yeh hi dharti Yeh hi dharti.