Yeh Bholi Soorat Wale Lyrics Char Din - Mohammed Rafi, Rajkumari Dubey, Shiv Dayal Batish
Yeh Bholi Soorat Wale Lyrics Char Din - Mohammed Rafi, Rajkumari Dubey, Shiv Dayal Batish
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Char Din
Singers: Mohammed Rafi, Rajkumari Dubey, Shiv Dayal Batish
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Music Director: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Music Label: Saregama
Starring: Suraiya, Omprakash
Release on: null
lyrics
Aaa ha aaa Hasino ki adayein bhi Zamane se nirali hai Wafa ka naam hotho par hai Dil andar se khali hai Ha yeh bholi soorat wale Wafa ka naam hotho par hai Dil andar se khali hai Ha yeh bholi soorat wale Dil ka lagana kya jaane Ha yeh bholi soorat wale Dil ka lagana kya jaane Aji jab dil chaha Laga de aag aag bujhna kya jaane
Nahi aata hai is duniya mein Jisko pyar ka sapna Jise dekho hathali par Liye phirta hai dil apna Ha yeh dil ki daulat wale Dil ka lagana kya jane Haye yeh dil ki daulat wale Dil ka lagana kya jane Inki nazar mein khel hai ulfat Wafa dikhana kya jaane Ha yeh dil ki daulat wale Dil ka lagana kya jaane
Na hote hum to aakhir Husnwale bhi kaha hote Na raat ki hasi hoti Na din ke jawa hota Humne to yeh ehsan kiya hai Wo bhi koi ehsan kare Humne to yeh ehsan kiya hai Wo bhi koi ehsan kare Honge hamare dil ke tukde Lakh kisi ka dhyan kare Honge hamare dil ke tukde Lakh kisi ka dhyan kare Dard bata kar hasne wale Dard mitana kya jaane Ha yeh bholi soorat wale Dil ka lagana kya jaane
Na hote hum to kisko Jake dil dete ye diwane Hamare naam karde Wafa ye matwale Pyar se khali dil ki duniya Aur bane hai dilwale Pyar se khali dil ki duniya Aur bane hai dilwale Rang ka jisne ulfat ka Hamko fasana kya jaane Ha yeh bholi soorat wale Dil ka lagana kya jaane
Yeh jalim dekh le main Kis kadar nadan hote hai Humari sadgi dekho in Par jaan hote hai Jisko chaha apna banaya Apna bana kar chhod diya Ek nazar mein chin liya dil Ek nazar mein tod diya Ek nazar mein chin liya dil Ek nazar mein tod diya Dil ko lubha kar lutne wale Ghar ko basana kya jaane Ha yeh bholi soorat wale Dil ka lagana kya jaane
Kare na kyu hum Bedardo se shikwa unki chalo ko Hume badnam karte hai Bura ho ishq walo ka Unki wafaye sab batlati Ha wo majbur hue Inki mohabbat honi thi Bhul gaye jab door hue Inki mohabbat honi thi Bhul gaye jab door hue Ek ada pe jaane wale Laut ke aana kya jaane Ha yeh dil ki daulat wale Dil ka lagana haye Dil ka lagana ha aa Dil ka lagana kya jaane Ha yeh bholi soorat wale Dil ka lagana kya jaane Ha yeh bholi soorat wale Dil ka lagana kya jaane Ha yeh dil ki daulat wale Dil ka lagana kya jaane Ha yeh bholi soorat wale Dil ka lagana kya jaane Ha yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana kya jaane Haye yeh bholi soorat wale Dil ka lagana kya jaane Ha yeh dil ki daulat wale Dil ka lagana kya jaane Ha yeh bholi soorat wale Dil ka lagana kya jaane Ha yeh dil ki daulat wale Dil ka lagana kya jaane Ha yeh bholi soorat wale Dil ka lagana kya jaane Ha yeh dil ki daulat wale Dil ka lagana kya jaane.