Yeh Aaj Ka Bharat Hai Lyrics Mazdoor Zindabaad - Asha Bhosle, Jaspal Singh
Yeh Aaj Ka Bharat Hai Lyrics Mazdoor Zindabaad - Asha Bhosle, Jaspal Singh
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Khush-haali hai aur mann hain Har dil mein mehnat ki lagan hain Saari dharti jaise chaman hain Yeh aaj ka bharat hai o saathi Aaj ka bharat hai Yeh aaj ka bharat hai o saathi Aaj ka bharat hai
Koi kal se kami anaaj di Aur ye haal hain aaj di Rakh ne ko godaam nahi Mehngaai ka kahin naam nahi Aur pehle jaise daam nahi Kaale dhande chorbazaari Bhool gaye woh saare paaji Hasee khushi ka raaz hain Hasee khushi ka raaz hain Ghar pe tiranga taaz hain Yeh aaj ka bharat hai o saathi Aaj ka bharat hai Yeh aaj ka bharat hai o saathi Aaj ka bharat hai
Hey ji re hey
Bajhi sehnaai nirban ki beti Bin dahej ki vyahi gayi Beghar gareebo ko ghar mil gaye Har gaon mein bijali laayi gayi Kal tak they jo bhoomi heen Aaj hain unki apni zameen Bekaaro ko mile hain kaam Majdooro ke bade hain daam Itane majboor ki gardan se Karz ki phaansi hatai gayi Hasee khushi ka raaz hai Hasee khushi ka raaz hai Sar pe tiranga taaz hai Yeh aaj ka bharat hai o saathi Aaj ka bharat hai Yeh aaj ka bharat hai o saathi Aaj ka bharat hai
Aayi gaa..
Jaan gaya ab saara zamana Bachhe kam khush haal gharana Hadtaale aur dangepasad rahe na Ab janta ko aaj Mel milaap aur samjote huye Padoshi mulko se Bees sutra hain jinse hua hai Beda paar Ek saal mein huye hain ye kaam Uncha huaa hain sarkaar ka naam Uncha huaa hain sarkaar ka naam Yeh aaj ka bharat hai Yeh aaj ka bharat hai Yeh aaj ka bharat hai Yeh aaj ka bharat hai Yeh aaj ka bharat hai Yeh aaj ka bharat hai.