Ye Baat Bade Hi Raaz Ki Hai Lyrics Sher Khan - Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Ye Baat Bade Hi Raaz Ki Hai Lyrics Sher Khan - Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Sher Khan
Singers: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Prem Dhawan
Music Composer: S. N. Tripathi
Music Director: S. N. Tripathi
Music Label: Saregama
Starring: null
Release on: null
lyrics
Ye baat bade hi raz ki hai Ye baat bade hi raz ki hai Ye baat zamana kya jane Ye baat bade hi raz ki hai Ye baat zamana kya jane Jo gum hai sham ke sine me Wo gum parwana kya jane Wo gum parwana kya jane Wo gum parwana kya jane Ye baat bade hi raz ki hai
Gum hota agar tere dil me Tere dil me ji tere dil me Gum hota agar tere dil me To hamko jalati kyu shama To hamko jalati kyu shama Jo aag lagana sikha ho Jo aag lagana sikha ho Wo aag bujhana kya jane Wo aag bujhana kya jane Wo aag bujhana kya jane Ye baat bade hi raz ki hai
Agar dawa hai ulfat ka To rakho pas ulfat bhi Jinka ishq sacha hai Game dil kise kahte hai Mohabbaat karne walo ki Yahi to shan hoti hai Shama ki tarah jalte hai Magar khamosh rahte hai Ye raz hai meri mahfil ka Ye raz hai meri mahfil ka Koi begana kya jane Koi begana kya jane Aji koi begana kya jane Jo gum hai sham ke sine me Wo gum parwana kya jane Ye baat bade hi raz ki hai
Agar ulfat na hoti ye Sina chak kyu hota Teere hi aag me parwana Jal kar khak kyu hota Teri mahfil me yu to or Bhi deewane aate hai Par apni jan dene ko Fakat parwane aate hai Agar hum na hote ho tu bhi na hoti Agar hum na hote ho tu bhi na hoti Agar gul na hote ho gu bhi na hoti Agar gul na hote ho gu bhi na hoti Tere husn ka naz hai parwana Tere ishq ka naz hai parwana Tere husn ka naz hai parwana Tere ishq ka naz hai parwana Tera soz hai saz hai parwana Teri aawaz hai parwana Tera soz hai saz hai parwana Teri aawaz hai parwana Teri aan ban hai parwana Teri shan shan hai parwana Teri aan ban hai parwana Teri shan shan hai parwana Parwana parwana parwana Magar phir bhi hasrat hai Hua dil jispe deewana Usi bedard sham se Hame samjha hai begana Ke jo aag lagana sikha ho Wo aag bujhana kya jane Wo aag bujhana kya jane Wo aag bujhana kya jane Ye baat bade hi raz ki hai
Na to husn hai kam na to ishq hai kam Jab dono mile to pyar bana Jab dono mile to pyar bana Gul bhi the kahi bulbul bhi kayi Jab dono mile guljar bana Jab dono mile guljar bana Jab tak ye dunia kayam hai Ulfat ka rahega afsana Ulfat ka rahega afsana Jab jab bhi shama roshan hogi Aata hi rahega parwana Aata hi rahega parwana Tera husn rahe Tera husn rahe mera ishq rahe Or pyar bhari takrar rahe Or pyar bhari takrar rahe Chahe mai na rahu Chahe mai na rahu Chahe tu na rahe Par jinda hamara pyar rahe Par jinda hamara pyar rahe Jis dil me kisi ka ishq na ho Wo ye afsana kya jane Wo ye afsana kya jane Wo ye afsana kya jane Ye baat bade hi raz ki hai Ye baat zamana kya jane.