Yad Aati Hai Lyrics Border Hindustan Ka - Kumar Sanu, Udit Narayan, Vinod Rathod
Yad Aati Hai Lyrics Border Hindustan Ka - Kumar Sanu, Udit Narayan, Vinod Rathod
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Song: Yad Aati Hai
Movie: Border Hindustan Ka
Singer(s): Kumar Sanu, Udit Narayan, Vinod Rathod
Music By: Dilip Hari Kishen
Lyricist(s): Tahir Ambalvi
lyrics
Ho ho ho o...........
Yad aati hai - (4) Mann kee woh chhainya, woh pyari bainya Jwar kee roti woh phut kee chhoti Savani jhule kaise dil bhule Ho o o yad aati hai kaleja chir jati hai Yad aati hai - (4)
Ho ho ho o........... Koso milo se bhee lambi dilbar teree judayi - 2 Hoti hai jo sham toh mujhko kate hai tanhayi Nind nahee aati hai too bhee kaise soti hogi Mej pe meree photo rakhke rat ko roti hogi Dil me teree yade hain, honto pe tere tarane - 2 Abb tujhse kab milna hai yeh janey rab hee janey Yeh toh rab hee janey Yad aati hai - (4) Yad aati hai kaleja chir jati hai Yad aati hai - (4)
Ho ho ho o........... Choree choree chhat pe aana kangan khankana - 2 Chhed chhad hansna sharmana aur lipat jana Mehandi bhee naa utri thi mai tujhe chhod ke aaya Nayee naweli dulhan tera dil mai tod ke aaya Dil karta hai sarhad par ek bar too milne aaye - 2 Phir chahe tope chal jayen (chahe maut aa jaye -2) Yad aati hai - (4) Yad aati hai, kaleja chir jati hai Yad aati hai - (4)
Ho ho ho o........... Yad aati hain jab jab teree gud se mithee bate - 2 Dil me hove halchal, aankho se hoti barsate Lekin abb sarhad par maine apna farj nibhana Fatah se pahle meree sajni, mai wapas nahee aana Khud par karna naj jo ladte ladte mai mar jau - 2 Hans kar karna vida tirange (me jo lipta aau -2) Yad aati hai - (4) Yad aati hai kaleja chir jati hai Yad aati hai - (4)