Unhen Bhi Raaz E Ulfat Ki Lyrics Nateeja - Zohrabai Ambalewali
Unhen Bhi Raaz E Ulfat Ki Lyrics Nateeja - Zohrabai Ambalewali
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Unhen bhi raaz e ulfat ki Na hone di khabar maine Unhen bhi raaz e ulfat ki Na hone di khabar maine Unhen bhi raaz e ulfat ki Na hone de khabar maine Nazar mil bhi gayi to Khud bachaa li hai nazar maine
Aa aa aaa, aa aa aaa Qadam jab maine rakha Raah e ulfat mein To duniyaa ne Ae ae ae Qadam jab maine rakha Raah e ulfat mein To duniyaa ne Mujhe aawaaz di Lekin na dekhaa Chaunk kar maine
Bhalaa aa aa aa Ghairon se kyaa matlab Jo main unse gilaa kartaa Haay shikaayat tum se ki hai Tum ko apnaa jaan kar maine
Aaa aa aa aa Kahaan main aur kahaan Dair o haram ki Kashmakash nakshab Kahaan main aur kahaan Dair o haram ki Kashmakash nakshab Kisi ke naqsh e paa par Rakh diya jab aaj sar maine Unhen bhi raaz e ulfat ki Na hone di khabar maine.