Tumhein Apna Sathi Lyrics Pyar Jhukta Nahin - Lata Mangeshkar, Shabbir Kumar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Pyar Jhukta Nahin
Singers: Lata Mangeshkar, Shabbir Kumar
Song Lyricists: Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Hazaaron aandhiyaan aayein Hazaaron bijliyaan chamkein Kabhi saathi ko tanha Raah mein choda nahi karte
Tumhein apna saathi banane se pehle Meri jaan mujh ko bahut sochna hain Meri jaan mujh ko bahut sochna hain Tumhein apna saathi banane se pehle Meri jaan mujh ko bahut sochna hain Meri jaan mujh ko bahut sochna hain Mohabbat ki duniya basane se pehli Meri jaan mujh ko bahut sochna hain Tumhein apna saathi banane se pehle Meri jaan mujh ko bahut sochna hain Meri jaan mujh ko bahut sochna hain
Kahan se main launga resham ki sari Yeh bangla yeh motor nahin le sakunga… Mera dil hi bas ek meri milkiyat hai Jo chaho tau bas main yehi de sakunga Magar dil ki dhadkhan sunane se pehle Meri jaan mujh ko bahut sochna hain Tumhein apna saathi banane se pehle Meri jaan mujh ko bahut sochna hain Meri jaan mujh ko bahut sochna hain
Yeh rangeen yaara hath-e-zindagi ki Yeh rangeen yaara hath-e-zindagi ki Bahut kuch tumhein has ke khona padega Kabhi meri gurbat ne ansoo diye tau Tumhein bhi mere saath rona padega Magar saath tum ko dilane se pehle Meri jaan mujh ko bahut sochna hain Tumhein apna saathi banane se pehle Meri jaan mujh ko bahut sochna hain Meri jaan mujh ko bahut sochna hain
Main darrta hoon us din ki rusvaiyon se Main darrta hoon us din ki rusvaiyon se Kahin pyar par apne duniya hase na Mohabbat ka ho naam badnaam hum se Zamaana kahin hum pe taane kase na Sitaaron ki mehfil sajane se pehle Meri jaan mujh ko bahut sochna hain Tumhein apna saathi banane se pehle Meri jaan mujh ko bahut sochna hain Meri jaan mujh ko bahut sochna hain
Mohabbat jinhein ho gyi ho kisi se Mohabbat jinhein ho gyi ho kisi se Mohabbat ka anjaam kab sochte hain Ye aisa suhana safar hai ki jisme Hazaron hai nakaam kab sochte hain Chiraag-e-wafa apne haathon mein lekar Mohabbat ki raahon mein jo chal pade hain Bayaanbaan mein hogi ki sehra mein hogi Kahaan hogi ab shaam kab sochte hain Kahaan hogi ab shaam kab sochte hain Mohabbat ke maaron ko ab aur ae dil Satayengi kya shakatiyan zindgi ki Jinhein thak kar neend aa gyi patharon par Wo duniya ka aaram kab sochte hain
Ye insaan kya hai khuda ke bhi aage Kabhi pyar duniya mein jhukta nahin hain Pyar jhukta nahin hain
Mohabbat hi jinko khuda ban chuki ho Kisi aur ka naam kab sochte hain Mohabbat jinhein ho gyi ho kisi se Mohabbat ka anjaam kab sochte hain Mohabbat ka anjaam kab sochte hain.