Tumhari Adaon Pe Lyrics Hong Kong - Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Tumhari Adaon Pe Lyrics Hong Kong - Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Tumhari adaon pe ae husnwalo Tumhari adaon pe ae husnwalo Agar ham na marte to phir kon marte Tumhari adaon pe ae husnwalo Agar ham na marte to phir kon marte
Nahi tumsa koi agar ham na kehte To ye naze andaz bade hi rehta Na itlao itna batpan par Najar lag na jaye chalo yu na tan kar
Sararat se mud mud ke kya dekhte Hame ya phir apni ada dekhte hai Ham hoi jab na honge to phir kya karoge Har ek baat par kis se akda karoge
Kise dekh kar sharm aaya karegi Haya kis se muh ko chupaya karegi Ye chutki se dil kiska masla karoge Hame yaad kar kar ke machla karoge Mohabbat ki baato pe itna na bigdo Jara hath sine pe rakhkar ye kah do Tumhari adaon pe ae husn walo Agar ham na marte to phir kon marta Agar ham na marte to phir kon marta
Ye tum husnwalo se kya baat karta hai Are ham na to tum kispe marta Ye tum husnwalo se kya baat karta hai Are ham na to tum kispe marta
Karo ladkiyo se bate akadkar Police le na jaye ji gardan pakadkar Hame dekhkar hi chahakne lage ho Hawa lag gayi hai bahakne lage ho
Ye fashion ye makeup ye tie ye coller Tumhare to nakhre hai hamse bhi badkar Jo hoga jawani pe phule huye ho Tum apne budape ko bhule huye ho ]hame dekhte ho nigahe bachakar Sharfat dikhate ho najre jhukakar Tum kitne chalak ham jante hai Tumhari nigaho ko pechante hai Chalo tumse chhodo tumhi faisla karo Ke mujhse bure tum magar ye bata do Ye tum husnwalo se kya baat karta Are ham na to tum kispe marta Ye tum husnwalo se kya baat karta Are ham na to tum kispe marta Tumhari adaon pe ae husnwalo Agar ham na marte to phir kon marta Tumhari adaon pe ae husnwalo Agar ham na marte to phir kon marta
Hawao mr julfo ko lehrate niklo Chalte huye teer bal khake niklo Idhar dekhte ho udhar dekhte ho Girate ho bijli jidar dekhte ho Anokha design hai ye snadilo ka Yahi shape hai hamare dilo ka Hasi lajmi ho magar ho sitam ghar Ke suraj se dil par ho aur dil ke pathar Khari baat kah di bigde huye ho Angute ko danto se pakde huye ho Jara paas aao mulakar karle Jara hanske dekho
Koi romia koi parhad dekha Jise dekha majnu ka ustad dekha Liye phirte ho ishq ki chot dil me Najar me safai to hai khot dil me Tumhe har kadam pe hota hai dhokha Jo dekhega mar mitega Jara dekh lo kuchh aur samjho Chalo pichhe pichhe natija na samjho Bina jaan pehchan na baat karna Bahane banakar mulakat kar na
Bahut khubsurat samjhte ho khud ko Jara aaina lekar surat to dekho Mohabbat hasino se karne chale ho Koi inko dekho ye marne chale hai
Ye tum husnwalo se kya baat karta hai Are ham na to tum kispe marta Ye tum husnwalo se kya baat karta hai Are ham na to tum kispe marta Tumhari adaon pe ae husnwalo Agar ham na marte to phir kon marte Tumhari adaon pe ae husnwalo Agar ham na marte to phir kon marte.