Tu Kaha Chala Lyrics Khel - G. M. Durrani, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Tu Kaha Chala Lyrics Khel - G. M. Durrani, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Khel
Singers: G. M. Durrani, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Song Lyricists: Khawar Zaman
Music Composer: Sajjad Hussain
Music Director: Sajjad Hussain
Music Label: Saregama
Starring: Dev Anand, Nargis Dutt, Murad, Neelam, Nigar Sultana
Release on: null
lyrics
Teri nazron ne mere Sine pe fire kar diya Aur bhari nagri mein mere Dil ka puncture kar diya Tu kaha chala Mukh mod ke baalam Kaha chala mukh mod Tu kaha chala Dil tod ke baalam Kaha chala dil tod Dar o diwaar pe hasrat se Nazar karte hain ta ta ta ta Hum to safar karte hain Kaise jaaun tere saath Ke cycle hi nahin hai Dil kaise dikhaun ke Mera dil hi nahin hai Tu kaha chala Mukh mod ke baalam Kaha chala mukh mod
Piya gaye pardes suni laage sej Piya gaye pardes majnun ki Bhaujaai o devdaas ki taai Kyun prem kabaddi khel ke Tu ne gham ki bulbul paali Jal gayaa aatish e furqat mein jigar Khaa gayi hum ko raqibon ki nazar Ishq mein ho gaye chauthaayi hum Reh gayi dil mein teri yaad magar Kyun tu ne apne mann ko rog lagaya Wo dekh sakhi tera jiwan saathi aaya
Mera jiwan suhanaa Suhana huaa Meri galiyon mein Saajan ka aana huaa Mera jivan suhana Suhaana huaa Meri galiyon mein Saajan ka aana huaa
Mera baalam bedardi Mera baalam bedardi Mera baalam bedardi Mera baalam bedardi Saath mein apne mem ko laya Mera naazuk dil tarsaaya Saath mein apne mem ko laya Mera naazuk dil tarsaaya Mere laal gulaabi mukh par Chhaaye gayi hai zardi Mera baalam bedardi Mera baalam bedardi
Teri aisi taisi mera Baalam de jaa teri aisi taisi Teri aisi taisi mera baalam de jaa Warna phod ke rakh dungi Main tera bheja tera bheja Mat kar hum se fight ri chhori Mat kar hum se fight Mat kar hum se fight ri chhori Mat kar hum se fight Ab to hans hans kar bitenge Apne day aur night Ab to hans hans kar bitenge Apne day aur night
Pad gayi jaan musibat Mein bachaao dear Pad gayi jaan musibat Mein bachaao dear Ye musibat hai Musibat ko hataao dear
Mudda i laakh buraa Chaahe to kya hota hai Wohi hota hai jo Manzoor e khuda hota hai
Mere desh mein rehna hai to Ghaghraa pehan choli pehan Ab ke mere balamwa ki Ban jaa chhoti behn Ab ke mere balamwa ki Ban jaa chhoti behn Manzoor hame Manzoor hame Manzoor hame Manzoor hame.