Tu Hindu Banega Na Musalaman Lyrics Dhool Ka Phool - Mohammed Rafi
Tu Hindu Banega Na Musalaman Lyrics Dhool Ka Phool - Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Tu hindu banega na Musalaman banegaa Insaan ki aulad hai Insaan banega Tu hindu banega na Musalaman banegaa Insaan ki aulad hai Insaan banega
Acchaa hai abhi tak Tera kuch naam nahi hai Tujko kisi majhab se Koi kaam nahi hai Acchaa hai abhi tak Tera kuch naam nahi hai Tujko kisi majhab Se koi kaam nahi hai Jis ilm ne insaano Ko tksim kiyaa hai Us ilm ka tujpar koi Iljaam nahi hai Tu badle hue waqt Ki pahechaan banega Insaan ki aulad hai Insaan banega Tu hindu banega na Musalaman banegaa Insaan ki aulad Hai insaan banega
Maalik ne har insaan Ko insaan banaya Hum ne use hindu Ya musalaman banaya Maalik ne har insaan Ko insaan banaya Hum ne use hindu Ya musalaman banaya Kudrat ne to hume Baksi thi ek hi dharti Humne kahi bharat Kahi iran banaya Jo tod de har sang Wo tufaan banega Insaan ki aulad Hai insaan banega Tu hindu banega na Musalaman banegaa Insaan ki aulad hai Insaan banega
Nafrat wo sikhaaye wo Dharam tera nahi hai Insaan ko jo ronde wo Kadam tera nahi hai Nafrat wo sikhaaye wo Dharam tera nahi hai Insaan ko jo ronde Wo kadam tera nahi hai Kuraan na ho jisme Wo mandir nahi tera Geeta na ho jisme wo Dharam tera nahi hai Tu aman ka aur sulah Ka armaan banega Insaan ki aulad hai Insaan banega Tu hindu banega na Musalaman banegaa Insaan ki aulad hai Insaan banega
Ye din ye tajar ye Watan bechane vale Watan bechane vale Ye din ye tajar ye Watan bechane vale Insaan ki laaso ke Kafan bechne waale Insaan ki laaso ke Kafan bechne waale Ye mahelo me bhethe Hue kaafir ye lutere Kaanto ke ye majno hai Chaman bechne waale Kaanto ke ye majno hai Chaman bechne waale Tu inke liye maut Kaa elaan banega Insaan ki aulad hai Insaan banega Tu hindu banega na Musalaman banegaa Insaan ki aulad Hai insaan banega.