Titli Si Ud Chali Lyrics Escape From Taliban - Alka Yagnik, Sana Aziz
Titli Si Ud Chali Lyrics Escape From Taliban - Alka Yagnik, Sana Aziz
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Escape From Taliban
Singers: Alka Yagnik, Sana Aziz
Song Lyricists: Mehboob Alam Kotwal
Music Composer: Vanraj Bhatia
Music Director: Vanraj Bhatia
Music Label: BMG Crescendo
Starring: Manisha Koirala, Nawab Shah, Vineeta Malik, Prithvi Zutshi, Alyy Khan, Shoorveer Tyagi, Pritam Wadhwa, Farid Khan, Ferozeh
Release on: 14th February, 2003
lyrics
Titli si ud chali leke hawa ke par ko Phul bhi hai saath mere Main chali hu ghar ko Titli si ud chali leke hawa ke par ko Phul bhi hai saath mere Main chali hu ghar ko Yeh zameen chali mere sang Aaj hai mera naya rang Titli si ud chali leke hawa ke par ko Phul bhi hai saath mere Main chali hu ghar ko Titli si ud chali leke hawa ke par ko Phul bhi hai saath mere Main chali hu ghar ko
Raaho mein nazaare Kitne hai pyare pyare Humko jaise roke hai yeh saare Humko jaise roke hai yeh saare Lekin na rukenge apne yeh irade Manzil ko pohchenge hum bhi pyare Manzil ko pohchenge hum bhi pyare Khushiyo ki lehre hai mere mann mein Apno se milne ki hai yeh umang Titli si ud chali leke hawa ke par ko Phul bhi hai saath mere Main chali hu ghar ko Titli si ud chali leke hawa ke par ko Phul bhi hai saath mere Main chali hu ghar ko
Sapno ka jahan wo sapna hi to tha Aankhen jo khuli to sapna tuta hai Jise thi ummide nikla bewafa Humko yu akela usne chhoda hai Rehne do mammi beti tumhari Dekho chali hai tumhare hi sang Titli si ud chali leke hawa ke par ko Aaj mammi sang chali hu Main bhi apne ghar ko Titli si ud chali leke hawa ke par ko Phul bhi hai saath mere Main chali hu ghar ko Yeh zameen chali mere sang Aaj hai mera naya rang Titli si ud chali leke hawa ke par ko Phul bhi hai saath mere Main chali hu ghar ko.