Tez Dhaar Lyrics Musafir - Sanjay Dutt
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Musafir
Singers: Sanjay Dutt
Song Lyricists: Dev Kohli
Music Composer: Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
Music Director: Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
Music Label: T-Series
Starring: Anil Kapoor, Sanjay Dutt, Sameera Reddy
Release on: 9th December, 2004
lyrics
Huh.. Ab jacket pehno Bike nikaalo goa jaao Bedroom ka paisa raaste mein Naachta dimaag ka bheja fry Na raaste ka bharosa na mausam Ka bharosa kaun bharega paisa Kaun khaayega goli main nahin nahin Umm..hmm..umm..hmm.. Apna bas ek usool saare Jahaan qubool hai Apna bas ek usool saare Jahaan qubool hai Jaan jaaye toh jaan jaaye Par mera maal na jaaye Maal jaaye toh kissi na Kissi ki jaan jaaye Koyi rehmat maange Koyi maulat maange Koyi rehmat maange Koyi maulat maange
Apun ka ek hi jawaab hai yaar Tez dhaar umm hmm tez dhaar Hmm..tez dhaar bas tez dhaar Kitna samjhaaya hero ko Is desh mein har hindustaani Ka favourite time pass hai Gaana aur bajaana Aur naahin toh gaane ke liye Rukega na bajaane ke liye letega Lekin woh saala ruk gaya Aur billo ka dil dukh gaya Paiso ki kya hai kimmat Kimmat to bas jaan ki Mere paiso ki kimmat Hmm bas jaan hi hai hmm.. Umm hmm hmm seena Zori chori haraam khori
Apna toh ek hi jawaab hai yaar Tez dhaar umm hmm tez Dhaar hmm..tez dhaar bas tez dhaar Jaan bach gayi toh neend chali jaayegi Neend kabhi aa bhi gayi Toh cheekta huwa darrta huwa Kaampta huwa jaagega tu mauka Tez dhaar hmm tez dhaar Bol chhupega kahaan chhupega woh mauka Chhupega kahaan chhupega Aisi koyi jageh nahin jaha bachega Bol chhupega bol chhupega Abbe saale taqdeer teri Jhukti pehle maut tere sar pe hai Lekin baatein aisi karta hai Jaise zindagi tere bistar pe hai Me bolu aaj to bole kal To bas tez dhaar Umm zindagi aur mauke ke Peechhe aur ye tez tez dhaar Seena zori chori haraam khori Apna toh ek hi jawaab hai yaar Tez dhaar umm tez dhaar tez dhaar tez Dhaar tez dhaar tez tez tez dhaar
Kya karta boss public ki demand Thi toh billa ko aana hi pada Kahaani khatam hone ko aayi Aur saala action shuru hi nahin huwa Ha ab main aa gaya hoon na Ab dikha doon tamaasha Dikha doon tere ko bepasha samjha.