Teri Zindagi Hain Lyrics Lambu Dada - Asha Bhosle, Sadhana Sargam
Teri Zindagi Hain Lyrics Lambu Dada - Asha Bhosle, Sadhana Sargam
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Lambu Dada
Singers: Asha Bhosle, Sadhana Sargam
Song Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai), Payam Sayeedi
Teri zindagi hain meri thokaro mein Aye meri mohabbat ko thukrane wale Teri zindagi hain meri thokaro mein Aye meri mohabbat ko thukrane wale Karun kyaa sitam main Tujhe kyaa saza doon Karun kyaa sitam main Tujhe kyaa saza doon Teri jaan hain aaj mere hawale Ghuruur itan khud Par na kar ye sitamghar Naa tera sitam hi tujhi maar daale Kisi ko koi maar sakta nahin hain Kisi ko koi maar sakta nahin hain Har ek zindagi hain khuda ke hawale Teri zindagi hain meri thokaro mein
Main zehari nagin hoon dash lungi tujhko Mitta dungi barbaad kardungi tujhko Tujhi ko na ye zaher tera mitta de Ye nafrat ka shoola na tujhko jhala de Teri jaan loon to mujhe chain aaye Na tu apni taqdeer se haar jaaye Nazar meri talvaar se kam nahin hain Uthe yeh nazar to tujhe maar daale Kisi ko koi maar sakta nahin hain Kisi ko koi maar sakta nahin hain Har ek zindagi hain khuda ke hawale Teri zindagi hain meri thokaro mein
Tu kyaa jaane kismat ka kyaa faisala hain Jahan mein burai ka badala nura hain Main kismat ke har faisale ko badal doon Jo takraye mujhe usse main kuchal doon Tujhe keher se uske darna padega Tujhe mere haatho se marna padega Teri maut bankar kahdi hoon main sar par Yeh taaqat hain kismein jo tujhko bachale Kisi ko koi maar sakta nahin hain Kisi ko koi maar sakta nahin hain Har ek zindagi hain khuda ke hawale Teri zindagi hain meri thokaro mein
Utha dungi qayamat teri aayegi shaamat Girungi banke bijali tu jhal jaayegi pagli Main khelu zindagi se maregi bebasi se Nikalungi main armaan Tu pachtayegi naadan Jo marzi hain meri wahi aaj hoga Woh hoga jo tune socha na hoga Muddai laakh bura chahein To kyaa hota hain Wahin hota hain jo Manjoore khuda hota hain Woh hoga wahin Jo khuda ko manjoor hoga Khuda ke shiva kaun honi ko taale Kisi ko koi maar sakta nahin hain Kisi ko koi maar sakta nahin hain Har ek zindagi hain khuda ke hawale Khuda ke hawale.