Teri Meri Baat Ho Kaise Lyrics Sapnay - Abhijeet Bhattacharya, Hema Sardesai
Teri Meri Baat Ho Kaise Lyrics Sapnay - Abhijeet Bhattacharya, Hema Sardesai
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Sapnay
Singers: Abhijeet Bhattacharya, Hema Sardesai
Song Lyricists: Javed Akhtar
Music Composer: A.R. Rahman
Music Director: A.R. Rahman
Music Label: Saregama
Starring: Prabhu Deva, Arvind Swamy, Kajol, V. K. Ramasamy, Nassar, Girish Karnad, S. P. Balasubrahmanyam, Prakash Raj, Arundhati Nag, Rallapalli, Janaki Sabesh, Gautham Menon
Release on: 14th January, 1997
lyrics
Teri meri baat ho Kaise jabke hai ye hal Main jinko zulfe kahta hu Tu kahta hai bal Main inko banau main inko sawaru Main inko sajau ye mera hai kam Inko jo chulu to gum ko main bhulu Dil mera paye aaram Teri meri baat ho Kaise jabke hai ye hal Main jinko zulfe kahta hu Tu kahta hai bal Main inko banau main inko sawaru Main inko sajau ye mera hai kam Inko jo chulu to gum ko main bhulu Dil mera paye aaram
Katu jab zulfe to sab kahe aah Bad mein magar sab kahe wah ji wah Katu jab zulfe to sab kahe aah Bad me magar sab kahe wah ji wah Hai uske chehre pe sabki nigah Zulfo ko jiski main hath laga du Teri meri meri teri baat ho Kaise jabke hai ye hal Main jinko zulfe kahta hu Tu kahta hai bal Main inko banau main inko sawaru Main inko sajau ye mera hai kam Inko jo chulu to gum ko main bhulu Dil mera paye aaram
Kali rato ki zulfe kali rsham si zulfe Hai ghaneri ye zulfe hai andheri ye zulfe Haye lahrati zulfe haye bal khati zulfe Nagino jaisi ye zulfe Kya kahu kaisi zulfe O sun le tu jara sunle Meri baat azab nirali hai O sunle tu abhi khuke Ye zulf bikharne wali hai
Teri meri meri teri baat Ho kaise jabke hai ye hal Main jinko zulfe kahta hu Tu kahta hai bal Main inko banau main inko sawaru Main inko sajau ye mera hai kam Inko jo chulu to gum ko main bhulu Dil mera paye aaram
Zulfe sawaru main to Wo bhi hai khush Main bhi hu khush Rup nikharu main to Wo bhi hai khush Main bhi hu khush Zulfo wale mujhko jane sare Hasi mujhko pahchane Kya samjhau kaise main baatalu Jisme barso se uljha Hu zulfo ka hai jal Teri meri meri teri baat ho Kaise jabke hai ye hal Main jinko zulfe kahta hu Tu kahta hai bal Main inko banau main inko sawaru Main inko sajau ye mera hai kam Inko jo chulu to ghum ko main bhulu Dil mera paye aaram.