Teri Hansi Ne Lyrics Nirnayak - Alka Yagnik, Kumar Sanu
Teri Hansi Ne Lyrics Nirnayak - Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Teri hansi ne kuchh aisa ghazab dil pe dhaya hai O palkein jhuki rukh pe bheegi laton ka bhi saya hai Sharmo haya ne teri adaa ne mujhko deewana banaya hai Teri hansi ne kuchh aisa ghazab dil pe dhaya hai O palkein jhuki rukh pe bheegi laton ka bhi saya hai Sharmo haya ne teri adaa ne mujhko deewana banaya hai
Ho main bhi thi bechain jab se tu dil mein samaya hai Tere khayalo se din raat maine sajaya hai Gabhrai si thi tujhe kho na doon main Paake tujhe chain aaya hai Aise mujhe dekho na tum Madhosh ho jaaye na hum
Badhne lagi ye bekhudi mujhko sanam tu rok le Had se agar behke kadam tujhko kasam tu tokde Badhne lagi ye bekhudi mujhko sanam tu rok le Haan had se agar behke kadam tujhko kasam tu tokde Ho jaaye na koi khataa haan thoda sa ho haan faasla Teri hansi ne kuchh aisa ghazab dil pe dhaya hai O palkein jhuki rukh pe bheegi laton ka bhi saya hai Gabhrai si thi tujhe kho na doon main Paake tujhe chain aaya hai Aise mujhe dekho na tum Madhosh ho jaaye na hum
Sulge hai tann tute badan kaise bujhe dil ki agan Uff ye tadap uff ye jalan kaampe hai kyun phir bhi ye mann Sulge hai tann tute badan kaise bujhe dil ki agan Uff ye tadap uff ye jalan kaampe hai kyun phir bhi ye mann Chhodo sharam hat jaao na aa baahon mein aa na baba na Teri hansi ne kuchh aisa ghazab dil pe dhaya hai O palkein jhuki rukh pe bheegi laton ka bhi saya hai Sharmo haya ne teri adaa ne mujhko deewana banaya hai Main bhi thi bechain jab se tu dil mein samaya hai Tere khayalo se din raat maine sajaya hai Gabhrai si thi tujhe kho na doon main Paake tujhe chain aaya hai Aa jaa sanam pyar kare Khaye kasam ikraar kare.