Tauba Tauba Yeh Adayein Lyrics Naya Paisa - Mohammed Rafi
Tauba Tauba Yeh Adayein Lyrics Naya Paisa - Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Tauba tauba yeh adayein Tauba tauba tauba ye nigahe Tauba tauba yeh adayein Tauba tauba tauba ye nigahe Yeh nigahe hai kya jadu Hua hua hua haye dil mera bekabu Tauba tauba yeh adayein
Gaya gaya jispe haye mera dham Bade bade nakhre wala hai sanam Jane jane jane kare na sharm Kare kare kare sada dil pe istam Tauba tauba tauba yeh jafaye Tauba tauba tauba yeh nigahe Ye nigahe hai kya jadu Hua hua hua haye dil mera bekabu Tauba tauba yeh adayein
Sachi sachi sachi dear pyar karega Kisi kisi kisi kisi se na kabhi darega Mera mera mera jab dil barega Teri teri teri teri teri judai mein marega Tauba tauba tauba kaha jaye Tauba tauba tauba yeh nigahe Ye nigahe hai kya jadu Hua hua hua haye dil mera bekabu Tauba tauba yeh adayein
Mera mera mera mera liya dil hi chura Liya liya liya liya tune badle yeh kya Diya diya diya mera chain udda Kiya kiya kiya kiya mere sath daga Tauba tauba tauba kaha fajaye Tauba tauba tauba ye nigahe Ye nigahe hai kya jadu Hua hua hua haye dil mera bekabu Tauba tauba yeh adayein.