Taar Hilne Lage Lyrics Gentleman - Shobha Joshi, Udit Narayan
Taar Hilne Lage Lyrics Gentleman - Shobha Joshi, Udit Narayan
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Gentleman
Singers: Shobha Joshi, Udit Narayan
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Bappi Lahiri
Music Director: Bappi Lahiri
Music Label: T-Series
Starring: Govinda, Anuradha Patel, Shamla, Asha Lata, Shakti Kapoor, Kim, Om Shiv Puri, Shiva, Yashwant Dutt
Release on: 28th July, 1989
lyrics
Taar hilne lage khambhe gadne lage Taar hilne lage khambhe gadne lage Bijli wala na aaye to main kya karu Bijli wala na aaye to main kya karu Bekarari meri had se badhne lagi Dil na mane to main kya karu Tar hilne lage khambhe gadne lage Bijli wala na aaye to main kya karu Bijli wala na aaye to main kya karu
Zara si ahat ho to mera dil chok uthe Use ab dekhe bina kahi na chain mile Zara si ahat ho to mera dil chok uthe Use ab dekhe bina kahi na chain mile Kabhi darwaja dekhu kabhi khidki se jhaku Bacha ke sabki nazar suni suni rahe taku Ye jawani jalebi pe bas na jale Pyas badti hi jaye to main kya karu Taar hilne lage khambhe gadne lage Bijli wala na aaye to main kya karu Bijli wala na aaye to main kya karu
Ishare dil ke mere wo samjh pata nahi Karu main lakh jatan wo pas aata nahi Ishare dil ke mere wo samjh pata nahi Karu main lakh jatan wo pas aata nahi Bada sharmila hai wo bada sharmata hai wo Kabhi kabhi mile bhi to bada ghabrata hai wo Uski masumiyat uska ye bholpan Mera dil kho jaye to main kya karu Taar hilne lage khambhe gadne lage Bijli wala na aaye to main kya karu Bijli wala na aaye to main kya karu
Rat din piche padi chhede mujhe ghadi ghadi Jau to jau kaha haye muskil hai badi Rat din piche padi chnede mujhe ghadi ghadi Jau to jau kaha haye muskil hai badi Ranjhe ki heer hai ye majnu ki laila Yahi mere takdir ke padosan hai mujhko mili Maine iske liye dhundhe dulhe kayi Ye na shadi rachaye to main kya karu Ye na shadi rachaye to main kya karu Shadi karne ko to kab se taiyar hoon Ye na barat laye to main kya karu Ye na barat laye to main kya karu Iski gustakhiya had se badhne lagi Ye na mane manaye to main kya karu Ye na mane manaye to main kya karu Taar hilne lage khambhe gadne lage Bijli wala na aaye to main kya karu Bijli wala na aaye to main kya karu.