Suraj Se Aankhe Mila Lyrics Muqaddar - Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Suraj Se Aankhe Mila Lyrics Muqaddar - Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Suraj se aankhe mila Taro ko dharti pe la Suraj se aankhe mila Taro ko dharti pe la Ye dharti teri hai ye sapne tere hai Aur sab apne tere hai Tu mehanat ki jalti mishale jala Sadiyo se soya mukaddar jaga Hey suraj se aankhe Mila taro ko dharti pe la Suraj se aankhe mila Taro ko dharti pe la Ye dharti teri hai ye sapne tere hai Aur sab apne tere hai Tu mehanat ki jalti mishale jala Sadiyo se soya mukaddar jaga
Duriya ye dilo ki dil Mila ke mita de Rang ude kahi dip jale Aayi holi diwali sath Are aaj to aake jaye Na sathi rang bhari aisi rat Rang ude kahi dip jale Aayi holi diwali sath Are aaj to aake jaye Na sathi rang bhari aisi rat Kanto me kaliya khila Phulo se gulshan saza Kanto me kaliya khila Phulo se gulshan saza Are do din ki hasti Me dil jhume masti me Aur sapno ki basti me Tu mehanat ki jalti mishale jala Sadiyo se soya mukaddar jaga
Rat din ho ye mele Re dil na tarse akele Dil tera jisko chahe Bhadke baho me le le Ae sanso se bandh l E sanso ki dori Hath me leke hath Jati hai jaan to jaye Khushi se chhute Kabhi na ye sath Ae sanso se bandh Le sanso ki dori Hath me leke hath Jati hai jaan to jaye Khushi se chhute Kabhi na ye sath
Baho ke saye me aa Sharmake aankhe mila Baho ke saye me aa Sharmake aankhe mila Phir payal chhankegi Phir chudi khankegi O phir bindiya chamkegi Tu mehanat ki jalti mishale jala Sadiyo se soya mukaddar jaga
Barse tan ka pasina re Banke sawan mahina Katra ban jaye moti Jarra jarra nagina Ae aaj jaha teri raho Me sathi ude gamo ki dhul Phul khilenge wahi kal Jhumke mast baharo ke phul Ae aaj jaha teri raho Me sathi ude gamo ki dhul Phul khilenge wahi kal Jhumke mast baharo ke phul Ae suraj se aankhe Mila taro ko dharti pe la Suraj se aankhe Mila taro ko dharti pe la Ye dharti teri Hai ye sapne tere hai Aur sab apne tere hai Tu mehanat ki jalti mishale jala Sadiyo se soya mukaddar jaga Tu mehanat ki jalti mishale jala Sadiyo se soya mukaddar jaga Tu mehanat ki jalti mishale jala Sadiyo se soya mukaddar jaga Tu mehanat ki jalti mishale jala Sadiyo se soya mukaddar jaga.