Suno Na Lyrics Love Ke Chakkar Mein - Alka Yagnik, Shaan
Suno Na Lyrics Love Ke Chakkar Mein - Alka Yagnik, Shaan
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Love Ke Chakkar Mein
Singers: Alka Yagnik, Shaan
Song Lyricists: Praveen Bhardwaj
Music Composer: Anand Raj Anand, Daboo Malik, Nikhil, Vinay
Music Director: Anand Raj Anand, Daboo Malik, Nikhil, Vinay
Suno na suno na dil kya kehta hain Suno na suno na dil kya kehta hain Suno na suno na dil jo kehta hain Deewane ham bhi deewane tum bhi Donon kare khul ke pyaar o mere yaar Suno na suno na dil kya kehta hain Kaho na kaho na dil jo kehta hain Deewane ham bhi deewane tum bhi Donon kare khul ke pyaar o mere yaar Suno na suno na dil kya kehta hain
Yahi toh umar hain kaha pe nazar hain Hamein dekho tum baar baar Jawani ke din hain jawani ki raaten Yeh hota nahi baar baar Jawaan dhadkanein bhi yahi chahatein hai Ke ham tum milein bas milein Na tum kuchh socho na hum kuchh bhi soche Jahaan dil kahen ham chalen Chalo na chalo na achha mauka hain Ho suno na suno na dil kya kehta hain
Mere paas tum ho toh dil keh raha hain Ke aaise mohabbat karein Mohabbat mein jaage mohabbat mein soye Mohabbat mein jiye marein Tumhari yeh baatein kyon behka rahi hain Ke dil pe huaan kuchh asar Behak na main jaaun kahi hadh se jyaada Ke jaane do lagta hain darr Daro na daro na dil yeh darta hain Suno na suno na dil kya kehta hain Deewane ham bhi deewane tum bhi Donon kare khul ke pyaar o mere yaar Suno na suno na dil kya kehta hain Kaho na kaho na dil jo kehta hain Tumpe marta hai yeh dil tumpe marta hain.