Sun Sun Barasat Ki Dhun Lyrics Sir - Kumar Sanu
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Sun sun sun barsat ki dhun sun Sun sun sun barsat ki dhun sun Bijli chamki lipat gaye hum Badal garza simat gaye hum Bijli chamki lipat gaye hum Badal garza simat gaye hum Ye hai kitna acha sagun Sun sun sun barsat ki dhun sun Sun sun sun barsat ki dhun sun
Shola hai shola teri jawani Jalta dikhayi deta hai pani Shola hai shola teri jawani Jalta dikhai deta hai pani Jitni ye barish badhti rahegi Thandak dilo ke padti rahegi Aise me tu hari umar ka Mitha sa koi sapna bun Ye hai kitna acha sagun Sun sun sun barsat ki dhun sun Sun sun sun barsat ki dhun sun
Chaya hai aisa mausam ka jadu Jismo se aaye phoolo ki khusbu Chaya hai aisa mausam ka jadu Jismo se aaye phoolo ki khusbu Sanso me sanse ghulne lagi hai Sharmili bahe khulne lagi hai Bandh ke ghunghru pyar ke hum Aao nache chun chun chun Ye hai kitna acha sagun Sun sun sun barsat ki dhun sun Sun sun sun barsat ki dhun sun Bijli chamki lipat gaye hum Badal garza simat gaye hum Bijli chamki lipat gaye hum Badal garza simat gaye hum Ye hai kitna acha sagun Sun sun sun barsat ki dhun sun Sun sun sun barsat ki dhun sun.