Sukh Bhi Gaya Dukh Se Chhayi Lyrics Maidan-E-jung - Udit Narayan
Sukh Bhi Gaya Dukh Se Chhayi Lyrics Maidan-E-jung - Udit Narayan
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Maidan-E-jung
Singers: Udit Narayan
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Mani Sharma Yanamandra
Music Director: Mani Sharma Yanamandra
Music Label: null
Starring: Mahesh Babu, Shriya Saran, Keerthi Reddy, Prakash Raj, Raja Abel
Release on: 18th August, 2004
lyrics
Sukh bhi gaya dukh se chayi Zindagi uski yaha ki yaha ki Jam jama ke dil wo todi Shiv ji ye rat yaha ki yaha ki Ab se to hai shuru Anyay ki pratikar Dil mile dil se meenakshi Hoga ant papo na Anyayi hai ye anjana Dhire dhire kategi ye ratri Gao gan vasundhra shri Gori mata ki ye daya Gao gan vasundhra shri Gori mata ki ye daya Mata ki ho hampe kripa To karde khush raja Dil me kahi mai to nahi Hai wo mujhse khafa Kalyan ho vaibhav wo Zindagi me un sabka Sukh bhi gaya dukh se chayi Zindagi uski yaha ki yaha ki Sukh bhi gaya dukh se chayi Zindagi uski yaha ki yaha ki Jam jama ke dil wo todi Shiv ji ye rat yaha ki yaha ki
Madhu rat hogi rat Aisi kaun ye na jane Aaj dur apne hi bhai se Kyu wo na jane Kal kya hoge koi jane Na hai wo ankahi Hogi jeet uski ya har Unki jo hoga dekhegi wo Pura ho khwab uska Jeet ho bas uska Hona hai jo kuch Bhi ab ho jaye Ab se to hai shuru Anyay ki pratikar Dil mile dil se meenakshi Wo bat pukare hai na anjana Dhire dhire kategi ye ratri
Ati sundari wo hai Wo to sushila Na hoga dharam nahi Mantam base yahi karam Na wo sunegi prem Ki vani aachal ki re Hoga parda faash Har jhuth ka Hoga vichar is kailash me Adhure subh lagan wo Adhure sankalp wo Vidhi ne joda Rishta meenakshi sa Ab se to hai shuru Anyay ki pratikar Dil mile dil se meenakshi Hoga ant papo na Anyayi hai ye anjana Dhire dhire kategi ye ratri Gao gan vasundhra shri Gori mata ki ye daya Gao gan vasundhra shri Gori mata ki ye daya Mata ki ho hampe karipa To karde khush raja Dil me kahi mai to nahi Hai wo mujhse khafa Kalyan ho vaibhav wo Zindagi me un sabka.