Soone Soone Se Jeevan Lyrics Kalyug Ke Avtaar - Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Soone Soone Se Jeevan Lyrics Kalyug Ke Avtaar - Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Soone soone se jeevan safar ke liye Tu mujhe chahiye umra bhar ke liye Soone soone se jeevan safar ke liye Tu mujhe chahiye umra bhar ke liye Apni kaabil mujhe tune samjha sanam Apni kaabil mujhe tune samjha sanam Shukariya pyaar ki iss nazar ke liye Soone soone se jeevan safar ke liye Tu mujhe chahiye umra bhar ke liye
Ek bichhade huye saathi ki tarah dil tujhse Iss janam der se milane ka ghilla karta hain Tu mili hain to haqikat ye khuli hain mujh pe Tu mili hain to haqikat ye khuli hain mujh pe Sabra ka fal to sadda meeth mila karta hain O ho husn sadda tera dekh kar yun laga Husn sadda tera dekh kar yun laga Saadagi ki bahot hain asar ke liye Apni kaabil mujhe tune samjha sanam Apni kaabil mujhe tune samjha sanam Shukariya pyaar ki iss nazar ke liye Soone soone se jeevan safar ke liye Tu mujhe chahiye umra bhar ke liye
Ras bhari baato mein saawan ki phuhare lekar Mushukurate huye phoolo ki kataare lekar Ek farishtey ki tarah aaya mere gaaon mein tu Ek farishtey ki tarah aaya mere gaaon mein tu Noor hi noor bahare hi bahare lekar O ho kuch nayi manzilo ka patta mil gaya Kuch nayi manzilo ka patta mil gaya Ab na tarsega dil hum safar ke liye Apni kaabil mujhe tune samjha sanam Apni kaabil mujhe tune samjha sanam Shukariya pyaar ki iss nazar ke liye Soone soone se jeevan safar ke liye Tu mujhe chahiye umra bhar ke liye
Jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein Saath tere meri har saans suhagan ho meri Inn tere kadmon ki barkat se meri jaan haya Inn tere kadmon ki barkat se meri jaan haya Har khushi saare jahan ki mere aangan hogi O hain hamara milan laazami jaane mann O hain hamara milan laazami jaane mann Noor jhasn aur lab pe jigar ke liye Apni kaabil mujhe tune samjha sanam Apni kaabil mujhe tune samjha sanam Shukariya pyaar ki iss nazar ke liye Soone soone se jeevan safar ke liye Tu mujhe chahiye umra bhar ke liye.