Sheeshe Ka Samundar Lyrics The Xpose - Ankit Tiwari
Sheeshe Ka Samundar Lyrics The Xpose - Ankit Tiwari
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Sheeshe ka samundar Paani ki deewarein Maaya hai bharam hai Mohabbat ki duniya Iss duniya mein jo bhi gaya Woh to gaya
Ho sheeshe ka samandar Paani ki deewarein Maya hai bharam hai Mohabbat ki duniya Iss duniya mein jo bhi gaya Woh to gaya
Ho sheeshe ka samundar Paani ki deewarein
Barf ki reton pe Shararon ka thikana Garm sehraaon mein Narmiyon ka fasaana Yaadon ka aaina Uthta hai jahaan Sach ki parchaaiyan Har jagah aati hai nazar
Sone ke hain baadal Pattharon ki barish Maya hai bharam hai Mohabbat ki duniya Iss duniya mein jo bhi gaya Woh to gaya Ho seeshe ka samundar Paani ki deewarein Wo o o
Dil ki iss duniya mein Sarhadein hoti nahi Dard bhari aankhon mein Raahatein soti nahi Jitne ehsaas hain An-bujhi pyaas hai Zindagi ka falsafa Pyaar ki panahon Mein chhupa
Dhoop ki hawaayein Kaanton ke bageeche Maya hai bharam hai Mohabbat ki duniya Iss duniya mein jo bhi gaya Woh to gaya Ho shishe ka samandar Paani ki deewarein.