Samne Baithi Raho Lyrics Nishana - Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Samne baithi raho Dil ko karar aayega Samne baithi raho Dil ko karar aayega Bada betab hai Thoda to sambhal jayega Aise na dekho sanam Mujhko saram aati hai Tezz dhadkan hai Meri aankh zuk jati hai Aise na dekho sanam Mujhko saram aati hai
Roz aati ho meri Jaan chali jati ho Aane jaane mein Sab waqt guzar jata hai Har jaga dekhta rehta hu Tumhara chehra Meri nazaro ko na kuch Aur nazar aata hai Samne baithi raho Dil ko karar aayega Bada betab hai Thoda to sambhal jayega Aise na dekho sanam Mujhko saram aati hai
Kyu mere husn ki Tarif kiya karte ho Had se bhi jyada na ho jau Mein majabur kahi Aisi halat mein na Koi khata ho jaaye Aisi baato se na ho jau Mein majabur kahi Aise na dekho sanam Mujhko saram aati hai Tezz dhadkan hai Meri aankh zuk jati hai Samne baithi raho Dil ko karar aayega Bada betab hai Thoda to sambhal jayega Aise na dekho sanam Mujhko saram aati hai.