Saiya Ke Gaon Me Lyrics Sajjo Rani - Asha Bhosle
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Saiya ke gavo me taro ki chhav me Saiya ke gavo me taro ki chhav me Banke dulhaniya jaungi Pahne payaliya ghote ki angaiya Khud se bhi sharmaungi Saiya ke gavo me taro ki chhav me Banke dulhaniya jaungi
Sasu khadi khadi khadi mora Ghunghata uthaye Dekhe mohe jiya bhare kaha Balihari jaye Bole sasur badi pari bahu Hum chun ke laye Hoke magan mai bhi khushi khushi Moti rujhave Kahve nandiya bhabhi to bhaiya Mai to chura le jaungi Saiya ke gavo me taro ki chhav me Banke dulhaniya jaungi
Mohe bhai resham ke jode Pal pal khanke chandi ke tode Bala devra aa pichha na chhode Achra khenche baiya marode Kahebe jethani mai tohe Sone ke jhumke laungi Saiya ke gavo me taro ki chhav me Banke dulhaniya jaungi
Layi more piya tore liye Bala joban re Kali late mori bhara bhara gora Badan re Garva mohe laga laga piya Bhari di jo man re Pyasi mai na rahu kasam tohe More sajan re Jitna satave jitna fasave Utni mai wari jaungi Saiya ke gavo me taro ki chhav me Banke dulhaniya jaungi Pahne payaliya ghote ki angaiya Khud se bhi sharmaungi/