Sabhi Ko Khuda Ki Lyrics Dilbar - Alka Yagnik, Kumar Sanu
Sabhi Ko Khuda Ki Lyrics Dilbar - Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Judayi ne mara Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara
Tu jane gazal hai, tu jane wafa hai Tu jane gazal hai, tu jane wafa hai Magar ye zamana bada bewafa hai Magar ye zamana bada bewafa hai Zamane ki is bewfayi ne mara Zamane ki is bewfayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe rat din yu teri yaad aayi Teri yaad aayi Mujhe rat din yu teri yaad aayi Tere naam ki maine di hai duhayi Tere naam ki maine di hai duhayi Tere naam ki is duhayi ne mara Tere naam ki is duhayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mohabbat pe isne kayamat ye dhayi Mohabbat pe isne kayamat ye dhayi Haya is zamane ko hargiz na aayi Haya is zamane ko hargiz na aayi Zamane ki is behayai ne mara Zamane ki is behayai ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Judayi ne mara Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara.