Sab Kuchh Bhula Diya Lyrics Hum Tumhare Hain Sanam - Sapna Awasthi Singh, Sonu Nigam
Sab Kuchh Bhula Diya Lyrics Hum Tumhare Hain Sanam - Sapna Awasthi Singh, Sonu Nigam
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Hum ne tum se tum ne hamara rishta joda gham se Ek wafa ke siwa kaun si khata huvi thi humse Kabhi bandhan juda liya kabhi daaman chuda liya Kabhi bandhan juda liya kabhi daaman chuda liya Kabhi bandhan juda liya kabhi daaman chuda liya Oh saathi re kaisa sila diya yeh wafa ka kaisa sila diya Kaisa sila diya yeh wafa ka kaisa sila diya Tere vaade woh irade tere vaade woh irade Oh saathi re sab kucch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya Sab kucch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya
Meri yaadon mein tum ho meri saason mein tum ho Magar tum jaane kaisi galat family mein ghoom ho Tumhare ghar ko mandir devta tumko bana liya Tumhare ghar ko mandir devta tumko bana liya Devta tumko bana liya Tere vaade woh irade tere vaade woh irade Oh mitwa re sab kucch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya Sab kucch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya
Umar bhar sona sakege kisi ke hona sakenge Ajnabee to ho jaaon gair hum ho na sakenge Kisi begaane ki khaatir tumne apno ko bhula diya Kisi begaane ki khaatir tumne apno ko bhula diya Tumne apno ko bhula diya haan tumne apno ko bhula diya Tere vaade woh irade tere vaade woh irade Oh mitwa re sab kucch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya Sab kucch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya
Ab mujhe jeena nahin sanam yeh zaher peena nahin sanam Ab mujhe jeena nahin sanam yeh zaher peena nahin sanam Janam janam ka naata chand lamhon mein mita diya Janam janam ka naata chand lamhon mein mita diya Chand lamhon mein mita diya Tere vaade woh irade tere vaade woh irade Oh saathi re sab kucch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya Sab kucch bhula diya Yeh wafa kaisa sila diya Kabhi bandhan juda liya Kabhi daaman chuda liya Oh saathi re kaisa sila diya Yeh wafa ka kaisa sila diya Kaisa sila diya yeh wafa ka Kaisa sila diya tere vaade Woh irade tere vaade woh irade Oh saathi re Sab kucch bhula diya Yeh wafa kaisa sila diya Sab kucch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya Kaisa sila diya yeh wafa ka kaisa sila diya Oh mitwa re kaisa sila diya Yeh wafa ka kaisa sila diya Oh mitwa re kaisa sila diya Yeh wafa ka kaisa sila diya oh mitwa re.