Raaz Ki Baat Keh Du To Lyrics Dharma - Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Raaz Ki Baat Keh Du To Lyrics Dharma - Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Dharma
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Verma Malik
Music Composer: Master Sonik, Om Prakash Sonik
Music Director: Master Sonik, Om Prakash Sonik
Music Label: Saregama
Starring: Pran, Navin Nischol, Rekha
Release on: null
lyrics
Ye khushi ye or jo naya andaz hai Pine wal oye samjhne walo samjh lo Isme bhi ek raz hai
Raaz ki baat keh du to Jane mahfil mein Jane mahfil mein kya ho Raaz ki baat keh du to Jane mahfil me kya ho Raaz khulane ka tum pahele Raaz khulane ka tum pahele Jara anjam soch lo Issaro ko ager samjho to Raaz ko raaz ko rahne do Issaro ko ager samjho to Raaz ko raaz ko rahne do Raaz ki baat keh du to Jane mahfil mein kya ho
Juba jo baat aayi Kabhi rukti nahi hai Kabhi ruk ti nahi hai Uht gayi jo aankh ek bar jo Wo zukti nahi hai Arey jhukti nahi hai Umedo ka savera samane Mehphul hone du Hakikat ko chhupaungi to Wo chhupti nahi hai Jo barso se chhupi dil mein Use hotho pe aane do Jo barso se chhupi dil mein Use hotho pe aane do Raaz ki baat keh du to Jane mahfil mahfil mahfil Jane mahfil mein kya ho
Uthe aankhe jo mehfil mein Wo aankhe foad ke rahk du Wo aankhe foad ke rakh du Badhe jo hath un hatho ko Main toad ke rahk du Meri jaa toad ke rahk du Jo na navakif hai Aaj unse ja ke ye kah du Juba pe raaz aaya to Juba ko mod ke rahk du Khushi se koi jita hai Khushi se usko jine do Khushi se koi jita hai Khushi se usko jine do Issaro ko ager samjho to Raaz ko raaz ko rahne do
Usi ko chin kar teri Nazer se dur kar du Are ha dur kar du Tujhe mai aahe bharne ke liye Majbhur kar du Ha main majbhur kar du Yaha badnam kar du Waha mashur kar du Juba khul jaye ager meri To chakana chur kar du Jara afsane ka pehele pata Lagne do duniya ko Jara afsane ka pehele pata Lagne do duniya ko Raaz ki baat keh du to Jane mahfil mein jane mahfil mein Jane mehfil mein fir kya ho
Ye suraj chand aur tare Chale mere issaro par Chale mere issaro par Hakumat hai meri dariya Samundar aur kinaro par Samundar aur kinaro par Samundar aur kinaro par Main apne hatho se Is duniya ki takdir likhta hu Mager fir tars aata hai Tere jaise becharo par Nahi paida hua jo Roke meri raho ko Nahi paida hua jo Roke meri raho ko Issaro ko ager samjho to Raaz ko raaz ko rahne do
Tumahri raat kya hai, Teri aukat kya hai Tumhare kya irade, Ye pahele tu bata de Husan ki mar buri hai, Ishq ki haar buri hai Nazer ka tir jo chhodu, Ager ghughat utha du To mai aankh lada du, Kamer ke dekh jhathdake Idhr bhi dekh palat ke, Tu mujhko na pehchane Mujhe tu bhi na jane, Badan mera hai kundan Mera dil bhi hai chandan, Mai chandan ki khusbu hu Main chandan main chandan Main chandan hubhu hu Issaro ko ager samjho to Raaz ko raaz ko rahne do Issaro ko ager samjho to Raaz ko raaz ko rahne do.