Raat Abhi Baaki Hai Lyrics Do Khiladi - Jaani Babu Qawwal
Raat Abhi Baaki Hai Lyrics Do Khiladi - Jaani Babu Qawwal
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Do Khiladi
Singers: Jaani Babu Qawwal
Song Lyricists: Asad Bhopali
Music Composer: Usha Khanna
Music Director: Usha Khanna
Music Label: Saregama
Starring: Jani Babu, Vinod Mehra
Release on: 1st January, 1976
lyrics
Ooo ooo Mere mehboob Mere mehboob Aaj ki raat na jaa Raat abhi baaki hai Maan le baat na jaa Baat abhi baaki hai Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai ho Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai Yeh raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai
Dekh ye raat haseen Roz toh aati nahin Ye jawaani ki ghadi Beet na jaaye kahin Ye jawaani ki ghadi Beet na jaaye kahin Ye suhaanaa hai samaa Tu haseen hai main jawaan Waqt gar beet gayaa Main kahaan aur tu kahaan Waqt gar beet gayaa Main kahaan aur tu kahaan Kisne dekhi hai ye kal Kal ke waadon se nikal Kal to aane ki nahin Hum se ye chaal na chal Kal to aane ki nahin Hum se ye chaal na chal Teri aur meri mulaaqaat Abhi baaki hai eah Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai ho Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai eh Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai
Mera armaan hai tu Mera imaan hai tu Jaan kar haal mera Phir bhi anjaan hai tu Jaan kar haal mera Phir bhi anjaan hai tu Kuchh nahin tujhko khabar Kaise hoti hai guzar Tujh pe hota hi nahin Meri baaton ka asar Tujh pe hota hi nahin Meri baaton ka asar Dil agar dil se miley Pyaar kaa phool khile Hum koi gair nahin Chhod ye shikwe giley Hum koi gair nahin Chhod ye shikwe giley Zulfon ko khol de Barsaat abhi baaki hai Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai ho Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai
Chaand taaron ki qasam Gham ke maaron ki qasam Beqaraari na badhaa Beqaraaron ki qasam Khaadkaaron ki qasam Naalah-zaaron ki qasam Tu ne thhukraayaa jinhen Un bechaaron ki qasam In bahaaron ki qasam In nazzaaron ki qasam Pyaar badnaam na kar Tujh ko pyaaron ki qasam Besahaaron ki qasam Tinka-naaron ki qasam Meri bhi pyaas bhujaa Pyaase dhaaron ki qasam Raazdaaron ki qasam Hoshiyaaron ki qasam Tu ne na samjhaa jinhen Un ishaaron ki qasam Tu ne na samjhaa jinhen Un ishaaron ki qasam Mere armaanon ki Baraat abhi baaki hai Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai ho Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai re Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai
Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai ho Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai ho Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai ho Raat abhi baaki hai Baat abhi baaki hai.