Pyari Bole Bulbul Padosan Lyrics Hum Bhi Insaan Hain - Mohammed Rafi
Pyari Bole Bulbul Padosan Lyrics Hum Bhi Insaan Hain - Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Pyari bole bulbul padosan bole kauwa Pyari bole bulbul padosan bole kauwa Kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa Pyari bole bulbul padosan bole kauwa Kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa Kisi ke liye hauwa
Dil apna apna pasand apni apni Dil apna apna pasand apni apni Koi khaye laddu kisi ko bhaye chatni Koi khaye laddu kisi ko bhaye chatni Koi bane raja Koi bane raja chadake ek pauwa Kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa Pyari bole bulbul padosan bole kauwa Kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa Kisi ke liye hauwa
Jake fir na aaya zamana wo gulabi Jake fir na aaya zamana wo gulabi Uth gayi haye re wo mahfil nawabi Uth gayi haye re wo mahfil nawabi Mara mara ghume Mara mara ghume bechara lakh nauwa Kisi ka main chaila kisi ke liye hauwa Pyari bole bulbul padosan bole kauwa Kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa Kisi ke liye hauwa
Aankh walo aankho pe karo na bharosha Aankh walo aankho pe karo na bharosha Mano ya na mano pyare duniya hai dhokha Mano ya na mano pyare duniya hai dhokha Udta hai jab tak Udta hai jab tak uda lo kan kauwa Pyari bole bulbul padosan bole kauwa Kisi ka main chaila kisi ke liye hauwa Kisi ke liye hauwa.