Parvat Parvat Dera Dala Lyrics Forty Days - Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Parvat Parvat Dera Dala Lyrics Forty Days - Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Forty Days
Singers: Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Song Lyricists: Kaifi Azmi
Music Composer: Babul Bose
Music Director: Babul Bose
Music Label: Saregama
Starring: Premnath, Shakeela, K N Singh, Cuckoo, Nishi, Shammi, Bhagwan
Release on: null
lyrics
Parwat parwat dera dala Basti basti ghume Talve shero ke shalaye Sanpo ke muh chume Tis baras pani me Baithe rakhkar sir pe aag Tab humko ye jan mila hai Sab jage hai bhag Dam chak, dam chak Dam chak, chak dam Chak dam, chak dam Chak dam, chak dam
Hath dikh lo bhag jaga Lo dur se aaye hum Puchho, puchho, puchho Puchho, ha puchho na Darna kya ghabarana kya Arey jogi se sharmana kya Puchho, puchho Arey puchho Chhaka khelu sata aaye Dua khelu aaye panja Arey har har ke dekho Baba hone laga sar ganja re Bolo kab tak dhir ladogi Beta jab tak kalas badegi Chak dam, chak dam Chak dam, chak dam chak dam Karja manga chori ki Kuchh jewar bartan beche Lekin jab jab dav lagaya Lekin jab jab dav lagaya Rah gaya ghoda pichhe Mera ghoda baba kab aayega Jab tera takta ho jayega Dam chak, dam chak, dam chak Chak dam, chak dam Chak dam, chak dam chak dam
Roj ke pani se baba ab Aa gaya nak me dam Badal kab barsaega tu Badal kab barsaega tu Chhara wiski ram pine Ka maja kab aayega Pine ka maja kab aaye Jab lokap me tu jayega Dam chak, dam chak Dam chak, chak dam Chak dam, chak dam Chak dam, chak dam Aansu ki do bunde nikal Duniya so tufan uthaye Aankho ko koi na dekhe Jinse lahu bah jaye Kabhi dil ki duniya me Aao to jane, yaha koi Dipak jalo to jane Kabhi dil ki duniya
Dikhate ho auro ko Manjil bhi unki Manjil bhi unki Dikhate ho auro ko Manjil bhi unki Manjil bhi unki Hume sirf thoda sujho jane Hume sirf thoda sa Kiya dil ko jis dard ne Tukde tukde haye tukde tukde Kiya dil ko jis dard ne Tukde tukde haye tukde tukde Dava uski kya hai Bato to jane Dava uski kya hai Jan gaya mai jan gaya Baba tu kya jan gaya Jan gaya mai jan gaya In ashko ko pachhan gaya Sari umar ka rona dekar Do din ka mahman gaya Do din ka mahman gaya Jan gaye to raham dikho Mujhko pata us ka batlao Ho teri mahobat kahati hai Beta tujhko tera pyar milega Dildar milega, hey baba Mujhko mera pyar milega Dam chak, dam chak Dam chak, chak dam Chak dam, chak dam Chak dam, chak dam.