Papa Kehte Hain Bada Naam Lyrics Qayamat Se Qayamat Tak - Udit Narayan
Papa Kehte Hain Bada Naam Lyrics Qayamat Se Qayamat Tak - Udit Narayan
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Papa kehte hain bada naam karega Beta hamara aisa kaam karega Magar yeh to koi na jaane Ki meri manzil hai kahan
Papa kehte hain bada naam karega Beta hamara aisa kaam karega Magar yeh to koi na jaane Ki meri manzil hai kahan Papa kehte hain bada naam karega
Baithe hain milke sab yaar apne Sabke dilon mein armaan yeh hai Baithe hain milke sab yaar apne Sabke dilon mein armaan yeh hai Wo zindagi mein kal kya banega Har ek nazar ka sapna yeh hai Koi engineer ka kaam karega Business mein koi apna naam karega Magar yeh to koi na jaane Ki meri manzil hai kahan Papa kehte hain bada naam karega
Mera to sapna hai ek chehra Dekhe jo usko jhoome bahar Mera to sapna hai ek chehra Dekhe jo usko jhoome bahar Gaalon mein khilti kaliyon ka mausam Aankhon mein jaadu honthon mein pyaar Banda ye khoobsurat kaam karega Dil ki duniya mein apna naam karega Meri nazar se dekho to yaaron Ki meri manzil hai kahan Papa kehte hain bada naam karega