Paigham Qayamat Ka Lyrics Kshitij - Krishna Kalle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Preeti Sagar
Paigham Qayamat Ka Lyrics Kshitij - Krishna Kalle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Preeti Sagar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Starring: Helen, Bharat Kapoor, Manmauji, Om Prakash, Sajjan, Om Shivpuri, Zaheera
Release on: 1st January, 1974
lyrics
Paigham qayamat ka Qatil ne de diya Sajde mein sar jhuka ke Mere dil mein le liya Itni si iltiza hai Itni si iltiza hai Itni si iltiza hai Meri mere yaar se Jaan bhi le lena magar Lena pyar se Jaan bhi le lena magar Lena pyar se Itni si iltiza hai Itni si iltiza hai Meri mere yaar se Jaan bhi le lena magar Lena pyar se Jaan bhi le lena magar Lena pyar se
Kisne kaha ki or kahi Ja raha hu main Teere nazar ke samne Khud aa raha hu main Meri nazar se pyar bhi Kab hai huzur ko Aadab bajata hu husn Ke garur ko Is kamsini mein aapke Tewar kamal hai Pahli kiran ka ya khuda Kaisa jalal hai Is julf par maru ke Maru is ubhar hu Wallah chala ja raha Hu kis utar par
Ya rab juda na karna Ya rab juda na karna Ya rab juda na karna Mujhe is khumar se Jaan bhi le lena magar Lena pyar se Jaan bhi le lena magar Lena pyar se
Aakhir naseeb ho hi Gayi aapki nazar Kat lungi sokh se Main yeh luti umar Deed mili aapki yeh Meri shan hai Nachiz chadi bandagi Mein bejuban hai Beshak huzur aapki Bohe tani rahe Jaisi bhi garib pe najre Bani rahe Julmo ke dam pe aapki Lungi balaye main Has has ke sitamgar ko Bhi dungi duaye main
Shikwa nahi karungi Shikwa nahi karungi Shikwa nahi karungi Parwardgar se Jaan bhi le lena magar Lena pyar se Jaan bhi le lena magar Lena pyar se
Sau bar mubarak ho Mujhe aapka sahar Aankho se pilaye to Pila dijiye jahar Shyad yahi sarur Mukaddar sawar pe Husn par chade huye Parde utar de Andaz ada naz nakhre Bane rahe Haye hampe husn ke Katre bane rahe Aaho mein meri aayiye Ya mujhko lijiye Muskayiye jhunjhlaiye Par kuch to kijiye
Daman nahi chhudana Daman nahi chhudana Daman nahi chhudana Is dil bekarar pe Jaan bhi le lena magar Lena pyar se Jaan bhi le lena magar Lena pyar se.