O Soniye Dil Jaaniye Lyrics Kya Kehna - Alka Yagnik, Kumar Sanu, Sonu Nigam
O Soniye Dil Jaaniye Lyrics Kya Kehna - Alka Yagnik, Kumar Sanu, Sonu Nigam
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
O soniye o dil jaaniye Ise khel Na samjho sanamji maine Tumhein pyaar kiya Ise khel na samjho sanamji Maine tumhein pyaar kiya Tum jaisi bhi ho jo bhi ho sanamji Maine tumhein pyaar kiya O priya o priya Tum jaisi bhi ho jo bhi ho sanamji Maine tumhein pyaar kiya
Maine jis din se thaama Tera daaman suhaana Chhoda sara zamana mere saajna Maine chaaha bahut Tujhe itna na chahoon Par dil hi na maana mere saajna
O soniye o dil jaaniye Ise khel na Samjho sanamji maine Tumhein pyaar kiya Tum jaisi bhi ho jo bhi ho Sanamji maine tumhein pyaar kiya
Main bhi jaanejaana tha kaisa anjaana Tujhe na pehchaana tera deewana Dil mera hay sunaaye chala jaaye Tera hi afsaana tera deewana Tu aaja tu aaja kahin aur na ja Ki jeena hai tere saath piya
O soniye o dil jaaniye Tum jaisi bhi ho jo bhi ho Sanamji maine tumhein pyaar kiya Ise khel na samjho sanamji Maine tumhein pyaar kiya
Tu hai aisi pyaari ki teri intezaari Lage hai mujhe bhaari meri mehbooba Ab to hai jaana tumhi se dostaana Tumhi se meri yaari meri mehbooba Tu hi mera apn atu hi mera sapna Tujhe maine kitna yaad kiya
O soniye o dil jaaniye Ise khel na samjho Sanamji maine tumhein pyaar kiya O priya o priya Tum jaisi bhi ho jo bhi ho Sanamji maine tumhein pyaar kiya
Maine jis din se thaama Tera daaman suhaana Chhoda sara zamana mere saajna Maine chaaha bahut Tujhe itna na chahoon Par dil hi na maana mere saajna
O soniye o dil jaaniye Ise khel na samjho Sanamji maine tumhein pyaar kiya Tum jaisi bhi ho jo bhi ho sanamji Maine tumhein pyaar kiya.