O Ri Duniya Lyrics Gulaal - Piyush Mishra
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
O ri duniya o ri duniya Aye duniya Aye surmayee aankhein ke pyaalo ki duniya O duniya Surmayee aankhein ke pyaalo ki duniya O duniya Satrangi rango gulalo ki duniya o duniya Satrangi rango gulalo ki duniya o duniya
Alsaayi sejo ke phoolon ki duniya O duniya re Angdaayi tode kabootar ki duniya O duniya re Aye karwat le soyi haqeeqat ki duniya O duniya Deewani hoti tabiyat ki duniya O duniya
Khwahish mein lipti zaroorat ki duniya O duniya re Hey insaan ke sapno ki niyat ki duniya O duniya O ri duniya O ri duniya O ri duniya O ri duniya Yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai Yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai Yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai
Mamta ki bikhri kahani ki duniya O duniya Behno ki siski jawani ki duniya O duniya Aadam ke hawaas rishte ki duniya O duniya re Hey shayar ke pheenke labzo ki duniya O duniya O ho ho oo Gaalib ke maumin ke khawabo ki duniya Majazo ke un inqalabo ki duniya Gaalib ke maumin ke khawabo ki duniya Majazo ke un inqalabo ki duniya Faize firako sahir umakhdum Meel ki zoku kitabo ki duniya
Yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai Yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai Yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai
Palchin mein baaten chali jaati hai hai Palchin mein baaten chali jaati hai hai
Reh jaata hai jo sawera wo dhoondhe Jalta makaan mein basera wo dhoondhe
Jaisi bachi hai waisi ki waisi, Bacha lo yeh duniya Apna samajh ke apno ki Jaisi utha lo yeh duniya
Chitput si baaton mein jalne lagegi, Sambhalo yeh duniya Katpit ke raaton mein palne lagegi, Sambhalo yeh duniya
O ri duniya O ri duniya Wo kahen hai ki duniya Yeh itni nahi hai sitaaro se Aage jahan aur bhi hai
Yeh hum hi nahi hai Wahan aur bhi hai Hamari hare k baat hoti wahin hai Hume aitraaz nahi hai kahin bhi Wo aayi zamil pe sahi hai
Magar falsafa yeh bigad jaata hai jo Wo kehte hai aalim Yeh kehta wahan ishwar hai Faazil yeh kehta wahan allah hai Kabur yeh kehta wahan issa hai Manzil yeh kehti tab insaan se ki Tumhari hai tum hi sambhalo yeh duniya Yeh ujde hue chand baasi charago Tumhare yeh kale iraado ki duniya O ri duniya o ri duniya O ri duniya.