Nigaahen Wo Kya Lyrics Mujrim Kaun Khooni Kaun - Jaani Babu Qawwal, Shamshad Begum
Nigaahen Wo Kya Lyrics Mujrim Kaun Khooni Kaun - Jaani Babu Qawwal, Shamshad Begum
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Mujrim Kaun Khooni Kaun
Singers: Jaani Babu Qawwal, Shamshad Begum
Song Lyricists: Naqsh Lyallpuri
Music Composer: Bipin Babul
Music Director: Bipin Babul
Music Label: Saregama
Starring: Jairaj, Indira, Bela Bose, Asit Sen, Sapru
Release on: null
lyrics
Nigaahe kyaa wo jo dekhen Ye jalweh darr darr ke Nigaahe kyaa wo jo dekhen Ye jalweh darr darr ke Ke wo jeenaa bhi kyaa jeenaa Ke jiyen mar mar ke Ke wo jeenaa bhi kyaa jeenaa Ke jiyen mar mar ke Ke jiyen mar mar ke Haaaa aaaaaaa aaaaaaa Aaaaaaaaa aaaaaaa Chaley to aaye mehfil mein Bahaanaa kar kar ke Chaley to aaye mehfil mein Bahaanaa kar kar ke Na hogi baat jab uthhengey Aahen bhar bhar ke Na hogi baat jab uthhengey Aahen bhar bhar ke Hooo aahen bhar bhar ke
Sitamgar le kar kitney Na jaane aaye fitney Koi ye naaz dekhe O ho zaraa andaaz dekhe Nigaahen kaafiraanaa haaye Adaayen qaatilaanaa Niraali baaten in ki Anokhi ghaaten in ki Haaye hamaaraa chain le kar Hamen dikhlaayen tewar Magar ye jalwe saare Bhatakte maare maare Jo hum na maan letey haaye To ye khud jaan letey Ke in kaa mol kyaa hai haaye Badaa ye bol kyaa hai Ke in kaa mol kyaa hai Badaa ye bol kyaa hai Na hotey phir fasaane ye Jahaan mein ghar ghar ke Jahaan mein ghar ghar ke Na hotey phir fasaane ye Jahaan mein ghar ghar ke Na hogi baat jab uthhengey Aahen bhar bhar ke Hoo aahen bhar bhar ke
Bade dildaar ban ke Ye jo baitthe hain tan ke Zamaanaa jaantaa hai Inhey pehchaantaa hai Oooooo Ye matlab ke hain bande Garaz ke daalen phande Shabaash Hai jhootthi in ki yaari Dikhaawe ki dildaaree Ke ye khud pe martey hain Usey rusvaa kartey hain Waah waah Badey hoshiyaar hain ye Badey ayyaar hain ye Wafaa ka dum bhartey hain Badee baaten kartey hain Wafaa ka dum bhartey hain Badee baaten kartey hain Haqeeqat se begaaney Ye kyaa jaaney anjaaney jeeyo Haqeeqat se begaaney Ye kyaa jaaney anjaaney Milegaa kyaa inhey ke ye Sawwaali dar dar ke Sawwaali dar dar ke Milegaa kyaa inhey ke ye Sawwaali dar dar ke Nigaahe kyaa wo jo dekhen Ye jalweh darr darr ke Ye jalweh darr darr ke
Jisey ilzaam denaa Usi kaa naam lenaa Haseeno ki adaa hai haay Adaa bhi haaye kyaa hai Karen ye dil ki chori Aur us pe seena zori Karen ye dil ki chori Aur us pe seena zori Kahen to kyaa kahen hum Hai behtar chup rahen hum Ye jo ik baat kee hai Samajhdaari yehi hai achha Shikaayat khaam-khaan ki Nahin hoti hai achhee Lagaavat se kyaa haasil Banaavat se kyaa haasil Alag manzil hamaari Judaa raahen tumhaari Alag manzil hamaari Judaa raahen tumhaari Mohabbat aur badhti hai Dilon mein lad lad ke Dilon mein lad lad ke Mohabbat aur badhti hai Dilon mein lad lad ke Mohabbat aur badhti hai Dilon mein lad lad ke Nigaahe kyaa wo jo dekhen.