Netaji Ka Jeevan Hai Lyrics Samadhi - Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Netaji Ka Jeevan Hai Lyrics Samadhi - Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Ho netaji ka jeevan hai Balidan ki ek kahani Netaji ka jeevan hai Balidan ki ek kahani Balidan hi balidan hai Bachpan aur jawaani Bachpan aur jawaani Balidan ki ek kahani Balidan ki ek kahani
Hoye bachpan hi se Chanchal man mein Armano ka meinla tha Chhoti si ek lehar thi Dil mein toofano ka rela tha College mein ustad tha Wo tha lodon ka gora Are usne kaha college mein ek din Hindi kala log chhichhora Sher boss ka khun jo khola Sher boss ka khun jo khola Gore ko ek chapat lagai Naam kata college se lekin Hind ki laaz bachai Netaji ka jeevan hai Balidan ki ek kahani Balidan hi balidan hai Bachpan aur jawaani Balidan ki ek kahani Balidan ki ek kahani
Maat pita ne samjhaya Aur englishtan mein kiya ravana Bado ke aage hoth na khole Lekin bagi dil na mana Europe mein ics ke Imtihan ko paas kiya Are itna ucha hoda pakar Deshbakt ne chhod diya Phir..hindsutan mein aakar pehle Ghandi ko parnaam kiya Ghandi ko parnaam kiya Ghandi ko parnaam kiya Wo desh ki seva ka bapu se Pehla pehla sabak liya Pehla pehla sabak liya Pehla pehla sabak liya Bharat ke dukh dard ko Socha samjha aur pehcahana Kamar bandh kar ran mein Aaya aazadi ka deewana Aazadi ka deewana Aazadi ka deewana Kiya angrejo ne ye aid Kiya is bhagi ko ab kaid Kuchal dale masal dale Kuchal dale masal dale Magar.. Bachpan se jo bhagi ho Wo julm se darna kya jane Jalne kab gabhrate hai Samma watan ke parvane Jiski rag rag mein shole ho Wo kya samjhe chingari ko Hathkadiyo ko zanziro ko Jelo ki char deewari ko Kadam kadam par mushkil aayi Lekin sher sada lalkara Rah nahi sakta Gair ke bas mein Hidustan hamara Rah nahi sakta Gair ke bas mein Hidustan hamara Rah nahi sakta Gair ke bas mein Hidustan hamara
Sarkar ne kar dali Nazar band jaban band Maidan ke jo mard Hai hote hai kaha band Ek raat ko chupke hi Se ghum ho gaye neta Shor hua subah Kaha kho gaye neta Janta bhi thi hairan To sarkar bhi hairan Udd jane se bulbul Ke saiyad tah pareshan Mata ko ye ummid Thi laut aayega beta Mata se kahe bina Kaha jayega beta Is aas mein darwaje bhi Ghar ke na kiya band Aa jayega aa jayega Wo laal wo parjand Is maa se badi maa Hai jo hindustan hai Wo chhod gaya maa ko Badi maa ko chhudane Is hind ki bigadi Hui taqdeer banane
Badal sakani besh chala pardesh Chhod kar desh hamara neta Badal sakani besh chala pardesh Chhod kar desh hamara neta Aazadi ki nai ladai ladne pyara neta Hindustan se kabul mein Aur kabul se burlan mein Chalte chalte pehuch gaya Wo singapur ke ran mein Kom ki ye fauj ka Naya tarana ban gaya Kom ki ye fauj ka Naya tarana ban gaya Ek ek tinka chuna Aur aasiyana bana gaya Jai gandhi jai subhash Jai gandhi jai subhash Jai hind jai hind jai hind Jai hind jai hind jai hind jai hind.