Nazar Hai Badli Badli Si Lyrics Maha Badmaash - Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Nazar Hai Badli Badli Si Lyrics Maha Badmaash - Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Aap chehre pe chada Lijiye lakho chehre Asli chehre ko chupana to Bahut muskil hai Badaliya dhap to sakti hai Chand surat ko Unki kirno ko dabana To bahut mushkil hai
Najar hai badli badli si Ada hai jani pahchani Najar hai badli badli si Ada hai jani pahchani Tujhe hum man gaye man gaye Man gaye jani Najar hai badli badli si Ada hai jani pahchani
Kabhi anjani surat bhi Hame lagti hai pahchani Kabhi anjani surat bhi Hame lagti hai pahchani Magar ye wo nahi wo nahi Wo nahi rani Najar hai badli badli si Ada hai jani pahchani
Hum jami pe rahke Sitaro ki khabar rakhte hai Jism hai shishe ka Pathar ka jigar rakhte hai Dhokha kha jaye najar apni Ye mumkin hi nahi Tadpe wale kayamat ki Najar rakhte hai Ke sach par jhuth ka parda Girana to hai nadani Ke sach par jhuth ka parda Girana to hai nadani Tujhe hum man gaye man gaye Man gaye jani Kabhi anjani surat bhi Hame lagti hai pahchani
Aapka andaza mana ke Bahut achha hai Aapne aankho ko aayina Bana rakha hai Par jo dharti se gagan Milta najar aata hai Wo najar ka nahi dhokha To fir kya hai Khuda jane tumse kis bat par Hai itni hairani Khuda jane tumse kis bat par Hai itni hairani Magar ye wo nahi wo nahi Wo nahi rani Najar hai badli badli si Ada hai jani pahchani
Yaki na aayega hamko Kabhi aisi dalilo se To jakar mashwara kar lijiye Apne wakilo se Jarurat kya bhala hamko Kisi se mashware ki hai To fir man lo chup chap Ke ye aur koi hai Magar ye jhuth hai sada To fir layo sabut iska Wahi ye nak naksha hai Khuda ne sabko baksha hai Kamar bhi patli hai waisi Milegi lakho ki aisi Lachakti chal me masti Jawani mein rahe sabki Hame nadan samjhte ho Aji kyu gussa karte hai
Ye parda chak kar denge Irada khak kar denge Ye parda chak kar denge Irada khak kar denge Humse jo jeet sake Aisa jamane mein nahi Har ka jikar kahi Apne fasane mein nahi Kaha ab kuchh to Pachtana padega tujhko diwani Kaha ab kuchh to Pachtana padega tujhko diwani Magar ye wo nahi wo nahi Wo nahi rani Kabhi anjani surat bhi Hame lagti hai pahchani.