Nak Main Pehani Lyrics Shree Ganesh - Suman Kalyanpur
Nak Main Pehani Lyrics Shree Ganesh - Suman Kalyanpur
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Shree Ganesh
Singers: Suman Kalyanpur
Song Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer: Bulo C. Rani
Music Director: Bulo C. Rani
Music Label: Saregama
Starring: Ramesh Desai, Uma Dutt, Jeevan Kala, Saroj Khan, Krishna Kumari
Release on: null
lyrics
Din ra sawan nahi dekha nand gaw Surnam ka nam suna nahi Kunj gali ki chaw
Nak me pahne kan ki bali Lalita hui matwali Kajal se bigdi mukhde ki lali Khoje vishaksha kali Badli bani dole dulari Pahna hai pag me kangana Pahna hai pag me kangana Ganga se gir gayi bhojan ki thali Jamuna ne chod diya palna Jamuna ne chod diya palna
Murli ki dhun sunke sudh bisrayi Jhum jhum radha bhi aayi Nache nache man mor mera Aaya chitchor mera Chaya nasha hai kan kan me Dekho mohan aaya hai madhuban me Chalo ri chalo ri chalo
Dekho ras rachaiya pyara kanahiya Mohan aaya hai madhuban me Kaisi dhum machi hai gwalan me Dekho ras rachaiya pyara kanahiya Mohan aaya hai madhuban me Kaisi dhum machi hai gwalan me Aadha tan sham ka hai Aadha tan radha ka hai Radha hi me sham hai Ya sham me hi radha hai Radha ko na badha koi Sham ko na badha hai Badha bas itni hai rup aadha aadha hai
Ye mohan ka rup dekh Chaya me dhup dekha Sakhiya padi hai uljhan me Dekho mohan aaya hai madhuban me Dekho ras rachaiya pyara kanahiya Mohan aaya hai madhuban me Kaisi dhum machi hai gwalan me Dekho ras rachaiya
Udasi ke badal har angana pe chaya To radha ne natwar se naina milaye Samjh bat man ki mohan muskuraye Ye jitne the rup usne apne banaye
Naino me nain dal pucha jo dil ka hal Bujh me lagi hai aag tan me Dekho mohan aaya hai madhuban me Dekho ras rachaiya pyara kanahiya Mohan aaya hai madhuban me Kaisi dhum machi hai gwalan me
Juda bhi fal se wo aaye ek pal me Ke nadiya hui mel sagar ke jal me Jo mai hai wo tu hai kaha hai mansuri me Nar nari ka jhagda mitaya hari ne Kan kan me shakti hai teri Bishnu rup sansar Jab jab hota nasha dharam ka Tum lete awtar.